Morning erection ना होना क्या बीमारी का लक्षण है? - डॉक्टर से जानें |

Описание к видео Morning erection ना होना क्या बीमारी का लक्षण है? - डॉक्टर से जानें |

अभी संपर्क करे - https://wa.me/917838597013?text=Hi
.
Morning erection ना होना क्या बीमारी का लक्षण है? - डॉक्टर से जानें | #mesolves

Morning erection se kya jankari milti hai?
Kya morning erection roz hona chahiye?
Agar morning erection na ho to iska kya matlab hai?

Is vedio mai Dr Praveen Tripathi Ji Kuch baat kar rahe hai
1.Morning erection ya morning wood kya hota hai?
2.Kya subah ke samay tanaav na aana koi bimari hai?
3.Subah Tanav na aane ka ilaj kya hai?
4.Kya subah tanav na aana ED (Erectile Dysfunction) ka laqshan hai?
5.Subah ling mai tanav kyu aata hai?
6.Erectile Dysfunction ke laqshan kya hote hai?
7. Morning erection kaise thik kare ?
8. Causes of morning erections in men ?
9. Morning wood good or bad ?
10. Morning erection ka matlab kya hota hai ?
11. Morning erection kaise thik kare ?

Inhi sab sawalon ko iss video mein answer kiya gaya hai.
Call me solves experts
Phone no.- +91-7838544926, +91-7838597013
Web- https://www.mesolves.com
Email- [email protected], [email protected]
Connect on Facebook-   / mesolves  
Connect on Instagram-   / mesolves  
Connect on Twitter-   / mesolves  

#morningerection #morningwood #subahlingmetanav

Subah so ke uthane ke baad Ling Mein Tanav kya Roj milna chahie Jis ko kai bar morning wood Kaha Jata Hai aam tour ki bhasha mein kya ye roj hona chahiye. is bare mein baat karte hain video mein mera nam Dr. Praveen Tripathi hai main consultant psychiatrist aur sexual disorder specialist hun.to paya kya gaya hai ki Nind ke do hisse Hote ek nind hoti Hain jisko bolate Hain NREM sleep non rapid eye movement sleep aur ek nind hoti hai jisko hum bolate hain lekin uska type hota hai ek stage hota hai jisko hum bolte hain REM sleep rapid eye movement sleep to aesa paya gaya hai ki rapid eye movement sleep Mein Ling Mein Tanav aata hai penis me apne aap aata hai aur normally Ek vyakti ko raat mein sote huwe 4 se 5 bar Ling Mein Tanav aata hai Kyunki vah so Rahe hote hain to pata nahin chalta REM gehri nind hoti hai Subah ke time per bhi REM sleep Kafi ho rahi Hoti Hai tab Jab Subah ap so ke Uthte Hain man lijiye ap REM sleep se uth gaye to apko ling mein tanav mil jayega to yah hota hai morning wood REM sleep rapid eye movement sleep Mein milane wala tanav Agar aap REM sleep se so ke uth gaye to apko morning me tanav mil jayega lekin Aisa Nahin Hai Ki Aap Har Baar REM sleep se so ke uthenge man lijiye ap REM sleep se so kar nahi uthe man lijiye ap NREM sleep se so kar uthe stage hai na kabhi REM ka kbhi NREM ka to apko tanav nahi milega matlab roz subah uth ke Ling Mein Tanav mein le Aisa bilkul bhi Jaruri Nahin Hai ab subah jo Ling ka Tanav Hai yah jaruri hai Kyon isko iski important kya hai importance ye hai ki jin logon mein erectile dysfunction ki samasya Hoti Hai yani sex ke Samay erection Nahin hota hai Unse aksar hum Sawal Puchte hain ki kya aapko morning me erection aata hai Karan kya hai ki erection na ho pane ki kae vajah hai kuch cases mein blood ke flow ki kami ke vajah se erection nahin aata logical problem ki vajah se erection Nahin Aata testosterone ki Kami ki vajah se erection Nahin Aata bahut chij ho sakti hai aur Kuchh logon mein sirf isliye sex ke time par erection Nahin aata kyon ki vo us time par ghabra jate hain sex ke Samay per unke man mein dar aa jata hai ki mai kar paunga ya nahi kar paungasex ke samay par partner ke upar focus karne ki jagh apne sharir pe focus chala jata hai ki erection ho raha hai ya nhi ho raha aur us ghabrahat ki vajah se erection nahi aa pata hai

Комментарии

Информация по комментариям в разработке