Kiya Nabi SAW na Rafa ul yadain k begair Namaz Pari..? | Engineer Muhammad Ali Mirza | madniportal

Описание к видео Kiya Nabi SAW na Rafa ul yadain k begair Namaz Pari..? | Engineer Muhammad Ali Mirza | madniportal

#engineermuhammadalimirza #questionanswer #shahidnbilalofficial

Reference
020-Live Q & A Session With Engineer Muhammad Ali Mirza ( 15-April-2022) | Shahid and Bilal Official

#Q.1 | 13 Sadyon me to koi khalifa nahi banaya ummat ne to Ap ko kia lagta hai k Qayamat se pahle 6 Khulfa ijma se bana legi?
#Q.2 | kia Khana e Kaba ya Masjid e Nabwi (saw) me Dua qubool hoti hai? Hajj Umre per jane wale se Dua karne k liye kahna kesa hai?
#Q.3 | Gaari/Vehicle k neeche Janwar ya Jandar aa kar mar jaye to Kia Gunah hoga?
#Q.4 | Jamait ka waqt Guzar chuka ho to aese me Ghar per namaz parhna kesa?
#Q.5 | Kia Imam Bukhari (ra) ne apni kitab “Khalaq Afaal-ul-ibad” me Jahmi Rafzi k peeche namaz parhne ko Yahoodi Eesai k peeche parhne jesa kaha, In se Salam, ayadat karne aur in ka zabeeha khane se b roka hai? Kia Sare Muhadithen Imam Abu Hanifa ko Jahmi samjhte the?
#Q.6 | Jhagre aur Gusse ki halat me Talaq de di jaye, Jab k Biwi Mojood bhi na ho, To kia us se Talaq ho jayegi? Aek Majlis me aek sath Teen (3) Talaq dena kesa hai?
#Q.7 | Kia Nabi SAW ne Rafa Yadain k bagair namaz parhi hai?
#Q.8 | Sirkari Mulazim Sirkari Medicines khud bhi apne liye istemal kar sakta hai?
#Q.9 | Kia Hazrat Abdul Rahman bin Aof (ra) wafaat k waqt 3 Crore Ashrafiyan chhor kar gaye the? Konsa Sahabi Arab Pati tha?
#Q.10 | Salat Ul Tasbih (Namaz e Tasbeeh) parhne ka kia tareeqa hai? https://bit.ly/3JMezB6
#Q.11 | Soye hue ya Lait Kar Quran Majeed parhna kesa?
#Q.12 | Sajde ki jagah per Ahle Tashi ki trh Matti ki tikkiya istemal karna kesa? https://bit.ly/37nC5r4
#Q.13 | Agr koi aurat umre per aayi ho lekin Khas Ayyam k sabab Umra na kar paye to jis group k sath aayi ho us k sath madina jaye aur paak ho kar wps umra kare ya makke me rah kar intezar kare?
#Q.14 | Agar ik lota beta fot ho jaye to Kia us ki aulad ko Dada ki jaidad se wirasat ka hissa milega?
#Q.15 | Masjid k raste me agr kisi cheez ka khatra ya dar ho jese kutta wgrh to kia aesi soorat me Fajr aur Isha ghar per parhi ja sakti hai?

This channel is all about Islamic education. Don't Forget to Subscribe Us Here We Are Provide Emaan Refreshing Videos Stay Tuned With Us. Jazak Allaho khaira



DISCLAIMER: This Channel DOES NOT Promote or Encourage Any Illegal activities, all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE Only.



Copyright Disclaimer Under Section 107 Of The Copyright Act of 1976, Allowance Is Made For "Fair Use" For Purposes Such As Criticism, Comment, News Reporting, Teaching, Scholarship, Education And Research. Fair use Is A Use Permitted By Copyright Statute That Might Otherwise Be Infringing.


Fallow me Instagram | @Madniportal
https://www.instagram.com/p/Cct6FWrvi...

Комментарии

Информация по комментариям в разработке