zara sun haseena e nazneen..Koun Apna Koun Paraya_Wahida& Vijay Kumar_Mohd.Rafi_Shakeel_Ravi_a trib.

Описание к видео zara sun haseena e nazneen..Koun Apna Koun Paraya_Wahida& Vijay Kumar_Mohd.Rafi_Shakeel_Ravi_a trib.

Song : Zara sun haseena e naazneen,
Film : Kaun Apna Kaun Paraya, 1963,
Singer - Mohd.Rafi
Lyricist - Shakeel Badayuni,
Music Directors: Ravi,
Cast: Vijay Kumar,Waheeda Rehman,Dulari, Nirupa Roy,Johny Walker,Shammi,Shyam Kumar,Indira Bansal,Dingoo,Gajinder,Riyaz,
Tuntun, Khan,Jabbarbhai,Jani,Ibnehasan,Mohammad Ghouse,
Directors: Niranjan,
Producer: Tony Walkar,Golden Films production ,
Lyrics :-

zara sun haseena e nazneen
mera dil tujhi pe nisaar hai
zara sun haseena e nazneen
mera dil tujhi pe nisaar hai
tere dam pe hi mere dilruba
meri zindagi mein bahaar hai
zara sun haseena e nazneen

huyi jab se mujh pe teri nazar
main hoon apne aap se bekhabar
huyi jab se mujh pe teri nazar
main hoon apne aap se bekhabar
huaa jab se dil mein tera guzar
huaa jab se dil mein tera guzar
mujhe chain hai na qaraar hai
zara sun haseena e nazneen

tere husn se jo sanwar gayin
wo fazaayen mujhko azeez hain
tere husn se jo sanwar gayin
wo fazaayen mujhko azeez hain
teri zulf se jo lipat gayin
teri zulf se jo lipat gayin
mujhe un hawaaon se pyaar hai
zara sun haseena e nazneen

ye haseen phoolon ki daaliyaan
tujhe de rahin hain salaamiyaan
ye haseen phoolon ki daaliyaan
tujhe de rahin hain salaamiyaan
mujhe kyun na rashq ho ae sanam
mujhe kyun na rashq ho ae sanam
tere saath fasl e bahaar hai
zara sun haseena e nazneen
mera dil tujhi pe nisaar hai
zara sun haseena e nazneen..

KAUN APNA KAUN PARAYA(1963) was a Golden Film presentation,Directed by Niranjan and the story/s.play and dialogues were by Mushtaq Jalili.
Firstly,TONY WALKER and VIJAY KUMAR are one and same person.That should also exlain Waheeda's inclusion in the cast.
I remember having seen this movie.

On a ship called 'Ram Navami' are travelling Seth Jagjeevan Ram with wife Maya(Dulari) and small son Anil.Also traveling are Mangala(Nirupa Roy) and her small son Ramu.There is a shipwreck and everybody dies except Maya and Ramu.Maya takes Ramu with her and he grows up as Anil(Vijay Kumar).After 20 years....
Anil is employed by Seth Sampatlal (Amar) whose daughter Asha (Waheeda Rehman) loves Anil.His son Champatlal(Johnny Walker) loves Lata(Shammi),d/o wrestler Mathu(Shyam Kuamar) who declares that whosoever defeats wrestler Saudagar Sigh,will marry Lata,so Champatlal does exercises etc.
When Anil and Asha's marriage is on the anvil,suddenly Mangala(Nirupa Roy) appears.She knows that Anil is actually her son Ramu.
After many twists and 5-6 reels,everything settles down to everybody's satisfaction and all give a nice Group photo,in the end.
-AD
Arunkumar Deshmukh

Комментарии

Информация по комментариям в разработке