Silsila Ye Chahat Ka (Lyrics)Song | Shreya Ghoshal | Hindi Songs | Yhb Lyrics

Описание к видео Silsila Ye Chahat Ka (Lyrics)Song | Shreya Ghoshal | Hindi Songs | Yhb Lyrics

Silsila Ye Chahat Ka Lyrics Song Hindi Song From Devdas Movie Aeshwarya rai, Shahrukh khan, sung By Shreya Ghoshal.

#hindisongs #shreyaghoshal #silsilayechatka #YhbLyrics

Song Credit:
Song- Silsila Ye Chahat ka
Singer- Shreya Ghoshal
Music Label- Universal Music
Song Lyrics:
Mausam ne li angdaai
Aai. Aai.
Gehra ke barkha phir chhaayi
Chhaayi. Chhaayi.
Jhoka hawa ka aayega
Aur ye diya bujh jaayega

Silsila ye chahat ka
Na maine bujhne diya
Ho. Hmmm.

Silsila ye chahat ka
Na maine bujhne diya
O piya. ye diya.
Na bujha hai, na bujhega
Meri chahat ka diya
Mere piya, ab aaja re mere piya
Ho. Mere piya
Ab aaja re mere piya

Iss diye sang jal raha mera rom rom, rooh aur jiya.
Ab aaja re mere piya
Ho. Mere piya.
Ab aaja re mere piya...

Faasla tha doori thi...
Faasla tha doori thi.
Tha judaai ka aalam
Intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the
Tum wahan the
Tum wahan the jhilmilate, jagmagate
Khushiyon mein jhoom kar

Aur yahan jal rahe the hum
Aur yahan jal rahe the hum

Phir se baadal garja hai
Garaj garaj ke barsa hai
Jhoom ke toofan aaya hai
Par tujhko bujha nahi paaya hai

O piya ye diya
Chahe jitna sataye tujhe ye sawan
Ye hawa aur ye bijliyaan

Mere piya...
Ab aaja re mere piya
Ho. Mere piya
Ab aaja re mere piya

Dekho ye pagli deewaani
Duniya se hai ye anjaani
Jhoka hawa ka aayega
Aur iska piya sang laayega

Ho piya.
Ab aaja re mere piya.

Silsila ye chahat ka
Na dil se bujhne diya.
Ho. Piya. ye diya.

Silsila ye chahat ka
Na dil se bujhne diya
Ho. Piya. ye diya.
Piya. Piya. Piya.



Like | Share | subscribe.

IMPORTANT NOTICE : These All Things Are Copyrighted.
We Just Edited And Published To Audience For Entertainment Purpose Only.
All Right to above Music Label & No Copyrights Infringement intended.
Only Promotional Purpose. --------------------Disclaimer--------------------
Copright Disclaimer Under Section 107 of Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticisms, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips tha balance in favor of fair use

Комментарии

Информация по комментариям в разработке