EP : 3 Pandavas Complete Family Tree | 5 Min Explanation | Gita Se Gyaan

Описание к видео EP : 3 Pandavas Complete Family Tree | 5 Min Explanation | Gita Se Gyaan

Pandavas Complete Family Tree | 5 Min Explanation | Gita Se Gyaan
---------------------------

In this video, we will explain the Pandavas Complete Family Tree in detail.
This is a detailed explanation of the Mahabharat, one of the greatest epic tales in history.

If you're interested in Indian history, then this video is for you! We'll share the complete Pandavas family tree, from theratch to the present day. This is a comprehensive explanation of the Mahabharat, one of the greatest Indian epics of all time and Mahabharata Family Facts

The Pandavas are one of the longest-running and most iconic epic tales in Indian literature. In this episode, we'll be studying the complete family tree of the Pandavas, from their origin to their final days.

We'll be covering topics such as their ancestry, the epic war between the Pandavas and the Kauravas, and their eventual victory. If you're interested in Indian history or mythology, then this episode is for you!

In this video, we present the Pandavas complete family tree.
This tree will help you learn about the Pandavas and their story

Pandavas Complete Family Tree | महाभारत की संपूर्ण वंशावली | 5 Min Explanation | Gita Se Gyaan

Mahabharat is one of the greatest Indian epics. This family tree video will help you understand the story better and learn about the Pandavas, their wives and children. This video is an essential part of any Indian history lover's library, so be sure to check it out!

The complete geneaology of Kuru or Puru Dynasty.
This list covers all the generations of that dynasty from Raja Dusyant to Janmejay

gita se gyaan | janhvi singh | gita se gyaan shorts | gita se gyaan mahabharat | geeta gyan | mahabharat episode 1 | mahabharat | pandavas family tree | Dharma Yatra | Dharma | Mahabharat | Sanatan Dharma | Hindu Mythology | Pandavas family tree | Kuru Vansh | Puru Vansh | Complete Kuru dynasty | Mahabharat family tree | Pandavas Complete Family Tree | महाभारत की संपूर्ण वंशावली | bhagavad gita family tree | Mahabharata Facts | duryodhana familty tree | history | dhritarastra family tree

Raha Dushyant ke putr hue, Bharat
Bharat ke naam par Bharat Desh ka bhi naam hua.

Bharat ke putr Prateep, jinki shaadi hui Sunanda : Jiske putr hue Shantanu

Shantanu se kahani apne TV wali Mahabharata par dekhi hogi, Shantanu ki shaadi hui Ganga lekin ek sharath ke saath : Jinke Putr hue DevPitamaha, Gangaputra, and Devavrata : Bhishma

Bhimsha ki pratigya anusaar unhone brahmachari jeevan jeene ka faisla kiya yaani kabhi shaadi na karna, aur fir Shantanu : Bhishma ki Pita ne dusri Shaadi ki Satyavati se
jinke 2 putr hue Chitrangada and Vichitravirya

Chitrangada ki mrityu jaldi aayu mein ho gayi aur aage ki vanshavali mein Vichitravirya ka Swayamvar : Jaha Kashi ki 3 Raj Kumari : Amba, Ambika and Ambalika

Amba : shaadi karna chahti thi Salva se, lekin Bhimsha unhe Kashi se Hastinapur lekar aaye jab yeh baat unhe malum hui toh unhe Amba ko Salva ke pass wapas bhej diya, lekin ab Salva ke saaf inkaar kardiya

Iss baat se Amba ko bahut gussa aya aur Bhisham ko shraph diya ki aapke maut ka karan mein hongi , aur agle janam mein woh Mahabharata mein Shikhandi : Jo ek Transgender ke roop mein janam leti hain

Ambika & Ambalika ke saath Vichitravirya ke koi putr nahi hue, or uske pehle hi Vichitravirya ki mrityu hogayi.

Iska baad vansh ko aage lekar jaane ke liye, Satyavati ne niyog : Surrogacy yaani jisse modern english mein surrogate fatherhood kehte hain usse Ambika aur Ambalika ke putr hue Vyasa dwara : Dhritarashtra aur Pandu aur fir niyoga se Vyasa aur Parishrami : Parishrami Amba and Ambalika ki handmaiden thi, jisse janam hua Vidur ka

Dhritarashtra ki Gandhari ke alawa 10 patni thi, jisse 101 bache hue jisme 100 Putra aur 1 Beti thi jiska naam Dushala tha

Thoda vanshali Gandhari ke tarah se samjheneg toh Gandhari ki bhai the Shakuni

Ab yeh Dhritarashtr ka vistaar hua, Pandu ki Patni hui Kunti jo Sursen ki beti hain, aur sursen : jo Vasudev ke pita hai aur Krishna ke grandfather yaani Dada aur Pandu ki Dusri Patni hain Madri : jo Madra ki Rajkumari thi

Kunti ke putr :
Karn, Yudhishthir, Bheem aur Arjun
Aur Madri ke putr : Nakul aur Sahdev hue jinhe Ashwin Kumar ke naam se bhi jana jaata hain

Arjun, Bheem, Yudhishthir, sabka vistaar hota hain : Arjun ke Putr : Abhimanyu, Abhimanyu ke Putr, Parikshit aur unke putr Janmayjay

Комментарии

Информация по комментариям в разработке