How to Remember Long Answers Quickly? 🔥 Secret Study Tips

Описание к видео How to Remember Long Answers Quickly? 🔥 Secret Study Tips

How to Remember Long Answers Quickly? 🔥 Secret Study Tips | Study Tips | Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram -   / motivation_quoteshala  
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala

✅ Topics Covered
How to remember long answers quickly?,Long Answer kaise yaad kare?,Long Answer Tips and Tricks,Padha hua yaad kaise kare?

🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
“Baki sare subject me tumlog above average ho!”
Principal ne Class 10th B ko kaha
“Par midterms me SST me adhe log fail kaise ho gaye?”
“Kyoki ma’am hame long answers yaad he nahi ho rahe!”
Students ke ye bolte he “Archana ma’am, you are fired!”
Principal ne SST ki teacher ko nikal ke
Ek naye teacher Arvind Sir ko appoint kiya
Aur final exam me 10C aur 10A ke bacche hairan the!
Kyoki SST jaise subject me bhi 10 B ke baccho ne full score kiya tha!
“Ye chamatkar kaise hua?”
“Long Answer yaad karne ne ke mere 5 Step formula se!” Sir ne bola
Step 1 Answers Chahe kitna bhi padho ya raat lo!
Jab tak topics ko acche se nahi samjoge
Tab tak long answers likhna toh dur
Exam me guma ke puche jane wala sawal he nahi samaj paoge!
Toh topic ko acche se samjo!
Step 2 Topic ko samajne ke bad
Question aur answer koh minimum 3 bar thoroughly padho
Ek bar maan me, Dursri baar bol bol ke
Aur teesri bar apni mummy ya sibling ko padh kar sunao!
Step 3 Ab answer ko notebook me likho!
Par pure sentences ke badle sirf keywords aur points mention karo!
Step 4 Ab un sab points ko sequence me rakh
har ek point ko elaborate karke apna final answer likh do!
Step 5 Apna likha hua answer original material se check karo!
Aur 3 se zyada mistakes ya keywords miss karne par
Answer ko firse re write kardo!
“Mai apni maa ki raksha kar paya na Major?”
Abhay ne uss soldier se pucha aur
“Ha beta” aur ye sunkar Abhay ne garv se apni akhri saas li!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @    • UPSC Motivation | Motivation QuoteShala  

🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Комментарии

Информация по комментариям в разработке