7 SIGNS THAT TELLS YOU ARE MORE INTELLIGENT THAN YOU THINK|क्या आप एक आम इंसान हो या बुद्धिमान इंसान

Описание к видео 7 SIGNS THAT TELLS YOU ARE MORE INTELLIGENT THAN YOU THINK|क्या आप एक आम इंसान हो या बुद्धिमान इंसान

7 SIGNS THAT SHOWS YOU THAT YOU ARE AN INTELLIGENT/ GENIUS PERSON... DO YOU HAVE THESE SIGNS??


You tend to worry about things:- Jisme hamne dekha tha ki successful log thode shaki hote hi hai.. aur ye thoda sa shak isiliye acha hai kyunki is se hame 2 cheeze milti hai pehla hai ki ham humble rehte hai aur dusra hai ki ham hungry rehte hai...yaani competition ke liye tayaar rehte hai. Aur ye aise do ingriendients hai jo kisi bhi individual ya organization ko cutting edge ek extra advantage deta hai.


You have a strong sense of self
Is point me hamne Ratan Tata ka example dekha tha ki unhone pehle apni integrity rakhi aur airline business me aane ke liye minister ko 15 crore rupay nhi diye.. Aur unke inhi ethics aur charity ki vajah se hi pura desh un se payaar karta hai.



you always want to know more:- Jisme hamne bill gates ki story dekhi thi ki harvard ko chorne ke bavjood bhi vo hamesha student mode me rahe aur kuch na kuch naya seekhte hi rahe


Good at managing the emotions:- Har insaan ko apni life me me un situations ko handle karna padta hai jo use dard deti hai ya pain deti hai. Lekin ham un emotions ko handle karte kaise hai ye hamaari emotional intelligence ko batata hai aur ise se related hamne Bill gates aur Arnold ki video dekhi thi ki unhone in situations ko kaise handle kiya.


They take right decisions even if they are emotionally tuff:- Is point me hamne Sean aur unke dost jack ki strory dekhi thi jisme Jack Sean ko naye drug ko try karne ke liye bulaate rahe lekin Sean unke paas nhi gaye aur apna future bacha liya. In short unhone sahi decision liye jiske liye vo bhagwaan ke bhaut shukr guzaar hai


They admit their mistakes: Isme hamne dekha tha ki jaha par ek average mind ye prove karne me laga rehta hai ki use sab kuch maloom hai aur vo sabse intelligent hai vahi par genius log chahe jis bhi position me kyu na phunch jaaye accept kar lete hai ki vo galat hai aur un se bhi galtiya hoti rehti hai.

You value solitude: jisme hamne dekha tha ki intelligence require lot of learning aur learning ke liye chahiye bhaut zaada free time akela time. Aur intelligent log jab bhaut saara time khud ki improvement ke liye laga dete hai to vo apne ko is duration me transform kar chuke hote hai. aur jab vo is zone se bahar aate hai to pehle jo unke friends the unke saath most of the time unki mentallity match nhi karti. Ab obviously agar aap ek business built kar rhe ho to aap dosto ke saath TV shows ya Netflix dekhne me naa to interested hongge aur na hi aapke paas time hoga.


I HOPE YE VIDEO AAPKO VALUABLE LAGI HOGI.


JAI HIND


These are the three real ASSETS which will stay with you For Ever:-

For Android Phone .- DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (Android application):-

https://play.google.com/store/apps/de...

For Apple Phone- DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (IoS application):-

https://apps.apple.com/in/app/gigl-hi...

GIGL BUSINESS CHANNEL
   / @hemantpant28  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке