Income Certificate Apply kaise kare | आय प्रमाण पत्र कैसे बनाए | ऑनलाइन Apply करे घर बैठे

Описание к видео Income Certificate Apply kaise kare | आय प्रमाण पत्र कैसे बनाए | ऑनलाइन Apply करे घर बैठे

Income Certificate Apply kaise kare | आय प्रमाण पत्र कैसे बनाए | ऑनलाइन Apply करे घर बैठे |
Dipak Digital Centre


Official Website :- https://serviceonline.bihar.gov.in


Bihar me online income certificate apply karne ke liye is video ko last tak jarur dekhen.
video ko bina skip kiye pura dekhen tabhi samajh me aayega.

Dosto, bihar me income certificate (yani ki aay praman patra) online apply karne ke liye, hamne stape by stape sara process bataya hai. isiliye aap please video ko pura dekhe.

Agar aapko Income certificate apply karne ke liye thora sa bhi jankari mila ho toh, video ko ek Like jarur karna.
Aur isi tarah digitaly knoledge pane ke liye "Dipak Digital Centre" youtube channel ko subscribe kar lijiye.


Dosto hamne aapko Video me bataya hai ki aap sabse pahle ek Brouser Open kar le , uske baad search box me type kare "RTPS" fir jo pahla wala link milega -
" https://serviceonline.bihar.gov.in " isi par click kar dena hai .
website open hone ke baad yaha aapko sabse pahle login karna hai. fir aapko search karna hai income certificate aur uspe click kar dena hai. Fir aapke samne form khulke aajayega.
Agar aap login nahi karna chahte hai to aap "samanya prashashan vibhag" ke option me aakar, "aay praman patra nirgaman" pe click karna hai. fir aapko income certificate ka form ko filup karna hai. Yaha dhyan dene wala baat yah hai ki aapko sirf 10 minut me hi form ko fill karna hoga. Aur captcha daalkar final Submit kar dena hai.

Note:-
Dosto yaha par aako kuchh document Upload karna hoga jo ki aapko aadhar card ke saath uska ya uske mata/pita/husband ka Voter id card ko merge karke upload karna hai.
Photo upload karne ke liye photo pe sign kar lena hai.
is tarah se income certificate apply karne se aapko block ya RTPS Counter jaane ki jarurat nahi hogi .
aap ghar baithe hi ye sara kaam kar sakte hain.
aapko nirgat samay tak intajar karke isi website me aakar Certificate ko Download bhi kar sakte hai.

Toh friend's, agar aapko samjh me aagya to fatafat se ek Like kar dijiye aur kuch paresani ho to comment kar sakte hain.





#cast
#income
#residance
#rtps
#rtpsbihar
#serviceplus
#dipak_digital_centre
#dipakdigitalcentre

Комментарии

Информация по комментариям в разработке