Allah Se Baat Karne Ka Tarika

Описание к видео Allah Se Baat Karne Ka Tarika

Allah Se Baat Kaise Karen? Islam Mein Allah Se Baat Karne Ka Tarika Kya Hai? Allah Se Baat Karna Means "How to talk to Allah", Is Also Known as "Allah Se Guftago Karne Ka Tarika, Allah Se Apni Baat Manwane Ka Tarika, Allah Se Humkalam Hone Ka Tarika". Deen e Islam Mein Quran Aur Hadees Ki Talemat Se Hamein Jo Sabaq Milta Hai Ke Allah Se Baat, Allah Guftago, Allah Se Hamkalam Hone Ka Tarika Kya Hai? Deen e Islam Mein Quran Aur Hadees Ki Taleem Ke Mutabiq, Allah Se Hamkalam Hone Ke Liye, Allah Se Guftago Karne Ke Liye, Ya Allah Se Baat Karne Ya Manwane Kye Insan Ko Zahiri Ibadat Ke Sath Apni Batin Ko Bhi Zinda Karna Hota Hai, Yani Quran Ke Taleem Ke Mutabiq Pehle Apne Nafs Ko Pak Karna Hota Hai Yani Tazkiya e Nafs Karna Hota Hai. "Tazkiya e Nafs Aur Tasfiya e Qalb" Ki Mukamal Taleem Quran Mein Hai, Insan Ko Allah Se Baat Karne Ke Liye Namaz, Quran Ke Sath Sath Allah Ka Zikr Karna Zarori Hai, Zikr e Qalbi Karna Zarori Hai.

-Allah Ka Zikr Karne Se Zikr e Qalbi Karne Se Insan Ka Qalb Saaf Hota Hai, Aur Insan Ke Andar Ka Batin Zinda Hota Hai. To Insan Ko Allah Se Baat Karne Ke Liye, Allah Se Guftago Karne Ke Liye, Allah Se Hamkalam Hone Ke Liye Namaz, Quran Ke Sath Allah Ka Zikr Karna Zarori Hai Wo Bhi Dil Ki Dharkanon Ke Sath, Jis Ki Waja Se Is Ko Zikr e Qalbi Ya Qalbi Zikr Bhi Kaha Jata Hai. Allah Se Baat Karne Ka Tarika Kya Hai Is Ki Mazeed Tafseli Malomat Ap Ko Is Video Mein Mile Gi, Aur Koshish Kiya Karo Ke Allah Ka Zikr Kiya Karo. #AllahSeGuftagoKarneKaTarika #AllahSeBaatKarneKaTarika #FikarEIqbal

More Related Videos Vist For

  / fikar_iqbal  
  / advocate-zuhaib-hafeez-218700805689062  
https://www.fikareiqbal.com

Комментарии

Информация по комментариям в разработке