Thokron Se Gham-E-Duniya Ki |

Описание к видео Thokron Se Gham-E-Duniya Ki |

This ghazal is based on Raag Mishr Bhairavi
Singer & Composer - Tauseef Akhtar
Shaayar - Shamim Jaipuri (please scroll down for lyrics)

Producer - Rahmat Simab

Accompanists:
Ustad Shahbaz Hussain - Tabla
Baqir Abbas - Flute
Siher Nikzad - Harmonium
Rehaan Akhtar - Guitar

Venue - The Music Room, Wembley
Date: 26th March 2022
Audio Mixed & Mastered @Sabrang International Studio by Tauseef Akhtar
Video Editing & Publicity Creatives - Rehaan Akhtar
Main Artiste Courtesy - Sabrang International Ltd.

LYRICS:
Thokro’n se GHam-e-duniyaa ki bachaaye rakhiyo
GHam-e-janaa’n mujhe sine se lagaaye rakhiyo

Tujhse bichhDaa to mai’n KHud se bhi bichhaD jaaungaa
Meri aawaaz mei’n aawaaz milaye rakhiyo

Meri qismat ki jo khushiyaa’n ho wo sab tu le le
Bas mujhe apne kaleje se lagaaye rakhiyo

Mujhko GHairo’n kaa har ek zulm gawaaraa lekin
Mere Allah ab apno’n se bachaaye rakhiyo

Yaa to de de meri taqdeer kaa likkhaa yaa Rab
Warnaa mujhko yu’nhi deewaanaa banaaye rakhiyo

Follow Tauseef Akhtar:
► YouTube:    / tauseefakhtar  
► Facebook:   / tauseef.singer  
► Twitter:   / tauseef_akhtar  
► Instagram:   / tauseefakhtar  
► Website: https://www.tauseefakhtar.com

© Tauseef Akhtar 2022
#tauseefakhtar #ghazal #shamimjaipuri

Комментарии

Информация по комментариям в разработке