Sahaj Yog Keertan | Shree Maa Shree Maa Gaakar Bhajan Karein | Ajit Singh " Shaant"

Описание к видео Sahaj Yog Keertan | Shree Maa Shree Maa Gaakar Bhajan Karein | Ajit Singh " Shaant"

NEW Sahaj Bhajan released as a Sahaj Keertan - "Shree Maa Maa Gaakar Bhajan Karein" on this auspicious Shri Krishna Pooja 09-08-2020 . This Sahaj Bhajan by Ajit Singh " Shaant ", is dedicated to the lotus feet of Shri Maataji with this humble prayer.
Jai Shri Mata Ji.
Please Like and Subscribe to the channel and leave your comments as well.
Email id - [email protected]
Lyrics, Composed & Sung By - Ajit Singh "Shaant"
Music Arranged By- Shashank Thapa
Chorus : Purnima Verma, Madhuri Chandel, Pooja Mallya Thapa, Sahiljeet Singh
Lyrics of the bhajan ::
🙏जयश्री माताजी🙏
*******
सहज कीर्तन
🌿🌿🌿
*या देवी सर्व भूतेषु मात्र रूपेण संस्थिता,
नमस्तस्यै नमस्तस्यै नमस्तस्यै नमो नमः ।
*Shri Ma ki chavi nainan aate hi - hari darshan ho jata hai,
Shri Ma ka dhyaan man me aate hi - shuddh chintan ho jata hai,
Shri Ma ka naam adharon par aate hi - shuddh vaatavaran ho jata hai,
Shri Ma ke asheervachan sunte hi - jagrit chaitanye ho jata hai, -
Shri Ma ki kirpa ka dhan paate hi - dhanye jeevan ho jata hai,
Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaate hi-
Shri Ma Shri Ma gaate gaate hi -
Shri Ma ka bhajan ho jata hai ...

Shri Ma~Shri Ma~Shri Ma~
*Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen -
Sahajyog parivaar tohe naman kare
Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen -
Sahayog parivaar tohe naman kare
Shri Ma naman karen

*Shri Ma charno me sheesh jhukakar keertan prarambh karen,
Keertan prarambh karen
Ath Shri Ganpati Ganpati gaakar ma vandan aarambh karen
Ma vandan aarambh karen
Poojan ka do adhikar shri ma bhajan karen
Sahajyog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 1

*Ingila- Pingila aur Shushumna teeno teri shakti ma
Teeno teri shakti ma
Trigunaatmika teen lok karte hain teri bhakti ma
Karte hain teri bhakti ma
Tere gun gaave sansar shri ma naman karen
Sahajyog parivaar tohe naman kare
Shri Ma naman karen. 2

*ShriGanesh , Gauri , Hanumat ban Mooladhar me aa jaao
Ma mooladhar me aa jaao
Abodhita, Mamta dekar kundalini ko jaga jaao
Ma Kundalini ko jaga jaao
Kar do shubh Karm-Vichaar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 3

*Brahmdev bankar shri ma Svadhishthaan me aa jaao
Ma Svadhishtaan me aa jaao
Shri Ma Sarasvati bankar saundariye bodh jaga jaao
Saundriye bodh jaga jaao
Do aatmik sakshatkaar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 4

*Naabhi me Vishnu Lakhmi bankar vaibhave - dharmadesh do ma
Vaibhave dharmadesh do ma
Bhavasagar me ban Aadiguru - GuruNanak ban updesh do ma
Guru Nanak ban updesh do ma
Kar do aadhyatmik uddhaar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 5

*Anhed me Shiva Paarvati Ma Durga ,Sita Ram bano
Ma Durga ,Sita Ram bano
Braham tatva aatmik svaroop me saans saans satnaam bano
Saans saans satnaam bano
Do Sanyem, Sanmati , Sadachaar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 6

*Shri Vishnumaaya, Raadha Krishan ban aa jaao ma Vishuddhi me
Aa jaao ma Vishuddhi me
Ma Yashoda ,Biththal - Rukmani bankar saakhi bhaav bharo Buddhi me
Sakhi bhaav bharo Buddhi me
Kar do pavitra, Charitra- Vichaar shri ma bhajan karen
Sahajyog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 7

*Aagya Chakr me Yeshu Meri Ma, Buddh aur Mahaveer bano
Buddh aur Mahaveer bano
Prem, Daya , Khama bhaav jagakar ma humuri taqdeer bano
Ma hamuri taqdeer bano
Mita do Ahankaar Pretikaar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 8

*Shri Mataji- Shri Kalki roop me hamko ekakaar karo
Ma hamko ekakaar karo
Shaanti, Chetna, Paramanand aur Param gyaan jeevan me bharo
Param gyaan jeevan me bharo
Ma khol do Sahestraar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 9

*Jeevan path me Mun ki gati me Shri Ma Bhakti Dhyaan mile
Shri Ma Bhakti Dhyaan mile
Aatmsanjeevan aur Nirvaan ka Shri Ma se Vardaan mile
Shri Ma se Vardaan mile
Kar do Bhavsaagar paar shri ma bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen. 10

*Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma Shri Ma Sh ri Ma gaakar bhajan karen
Sahayog parivaar tohe naman karen
Shri Ma naman karen

*Shri Ma
Shri Ma
*Shri Ma Shri Ma
Shri Ma Shri Ma
*Shri Ma Shri Ma Shri Ma
Shri Ma Shri Ma Shri Ma
*Shri Ma Shri Ma Shri Ma Shri Ma


*Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen
*Sahayog parivaar tohe naman karen
*Tohe naman karen
*Shri Ma naman karen
*Shri Ma naman karen
*Shri Ma namani karen

"Ajit singh shaant"

Music Arranged :- Shashank Thapa
Chorus : Sahiljeet Singh, Purnima Verma, Madhuri Chandel, Abhilasha


#SahajYoga #SahajKeertan #SahajBhajan

Комментарии

Информация по комментариям в разработке