Visiting an authentic KERALA AYURVEDA Hospital | Affordable Ayurvedic Treatment & Stay in Palakkad

Описание к видео Visiting an authentic KERALA AYURVEDA Hospital | Affordable Ayurvedic Treatment & Stay in Palakkad

Is video me share kar rahi hu Shirodhara, Abhyanga aur Swedana therapies, aur Kerala ke ayurvedic centre me rehene ka anubhav #keralaayurveda #keralatourism

Ayurved ki Janmabhoomi Kerala me aapka swagat hai. Kerala aur Tamil Nadu ke Border par basa ye Ahalia Ayurveda Hospital hai. Is hospital me Abhyanga, Shirodhara, Potli treatment, asi alag alag prakar ki chikitsa le sakte hai. Shirodhara jaisi ayurvedic therapy se Tan tanav, ankhoon ka dard, sirdard jaisi samasyao se rahat milti hai. Abhyanga jaisi therapy roz karne se bhi shareer ko behat fayde hote hai. Khas karke jab aisi Ayurvedic Chikitsa ke saath taazi hawa aur poushtik khana bhi ho. Ahalia me aise tandroost aahar ka accha khayal rakhte hai…taazi sabziya, paramparik dishes aur sehatmand recipes se hi yaha ka khaana banta hai. Is ayurvedic centre me shareer ke saath maan ko bhi sukoon dene wali bohot si cheezey hai. Inke 1500 acres ke campus me alag alag Museums, Heritage Village, Botanical Garden, Khet, bagh bagiche aur ghana jungle hai. Yahapar Mor, Emu, Hummingbirds aise pashu panchi har roz nazar aate hai. Yaha ki shudh hawa me aakar hi itna fresh mehsoos hota hai. Khass karke inke Lake House me rehekar... itne kareeb se Ayurved aur Nisarga ka anubhav le paate hai. Is centre me meri therapies, inke Lake House ka tour, campus ki jankaari aur inki prices dekhiye is video me

00:00 Palakkad me aapka swagat hai
00:48 Ahalia Ayurvedic Hospital
01:14 Shirodhara therapy
02:44 One day Day Package
03:43 Medicine Manufacturing Unit
04:35 Poushtik Aahar aur khana
05:51 Ahalia ka 1500 acres ka campus
07:00 Rooms, Lake house aur Stay charges
08:04 Yaha kaise pahuche?

#ayurvedictherapies #ayurvedicmedicines

Ahalia Ayurveda Hospital, Palakkad, Kerala
https://maps.app.goo.gl/zCHXiCViuBnhs...
https://ahaliaayurvedic.org/hospital/
Contact via - 04923226888

Is video ko ENGLISH me dekhiye
   • AYURVEDA Therapy - Shirodhara Treatme...  

Patra Pinda Swedana, Netratarpan aur Panchakarma jaisi Ayurvedic therapies dekhiye is link par
   • 7 AYURVEDA Therapies & Treatments I t...  

Naturopathy ka anubhav dekhiye is link par
   • NATUROPATHY centre in Ahmedabad - Exp...  

LIKE | SHARE | SUBSCRIBE 

Mujhe social media par follow kare :
Facebook:   / sugarspiceniceindia  
Instagram: https://www.instagram.com/sugarspicen...
Twitter:   / sugarspicenice8  
For Collabs: [email protected]

Equipments:
Iphone 13 - https://amzn.to/3fDvPf7
Mic: Rode Wireless Go 2 https://amzn.to/2VWMioO
Tripod: Amazon Basics https://amzn.to/3CSkeDv
Phone: Iphone 12 Pro https://amzn.to/3ALUg2L
Phone Tripod: https://amzn.to/3snHYux
Lapel Mic: https://amzn.to/3y0TixW
Editing Software : Imovie & Filmora
Edited On: Macbook Pro https://amzn.to/3xUyrfw

Disclaimer – My channel is about sharing my food, travel and life experiences. I do mention explicitly if the video is sponsored. But irrespective of that, my views and opinions are personal and highlight my experiences.  I can’t guarantee that you will have the same experience and feel the same way about the topic in this video. Also note, that some of the above are affiliate links. I do earn a small commission from Amazon if you purchase using my links. However, it does not make a difference to the price of the product for you.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке