Khwab Mein Bhains Dekhna (بھینس) Ki Tabeer in Urdu

Описание к видео Khwab Mein Bhains Dekhna (بھینس) Ki Tabeer in Urdu

khwab mein bhains dekhna ki tabeer kya ha? Ager sahib e khwab bhains ko khud per hamla awar dekhta ha to kisi taqatwar insan ka shib e khwab per hamla awar hone aur jhagra krne ki daleel ha. khwab mein kali bhains dekhna k piche lage ha ki b yahi tabeer ki jati ha. Ho sakta ha koi shakhs jo hakomat mein ho ap ko nuqsan ponhchana chahta ho. khwab mein buffalo dekhna ka us ka gosht dekhna, kisi mal dar admi k marne aur us ka maal hath ane ki daleel ha.
khwab mein buffalo dekhna ki tabeer bohat sary ulama ne ki ha jin mein Ibne Sireen, Ahmed Raza, aur Imam Jaffar Sadiq RA. Akser ne khwab mein bhains ya khwab mein bhains ka hamla dekhna kisi taqatwar shakhs se tabeer kia jata ha to k iqtdar mein b ho.
khwab mein kali bhains dekhna ki tabeer kisi zalim aur taqatwar sahib e ikhtiar shakhs se ki jati ha. Ager kali bhains khwab mein kisi ko drati ha ya hamla krti ha to kisi shakhs se nuqsan ka khatra ha.
khwab mein bhains dekhna k qabo mein ha to kisi hukumat k shakhs ka khwab dekhne waly k zair e farman ane ki daleel ha. khwab mein buffalo dekhna k mar gaee ha to kisi bare admi k marne aur us ka maal taqseem hone ki alamat ha. khwab mein buffalo dekhna k usy zibah kr dia gya ha aur us ka gosht taqseem kia ja raha ha aur khwab dekhne wala us mein se hasil krta ha to marne wale ka maal hath ane ki daleel ha. khwab mein bhains ko dekhna ki ye sari tabeerien mustnad aur qab e aitbar hein.
#buffalo #bhains #khwab

Комментарии

Информация по комментариям в разработке