Urdu Ghazal||mujhko shikast e dil ka maza yaad aa gaya||Zubair Qasmi||Dil Ki Duniya||without music

Описание к видео Urdu Ghazal||mujhko shikast e dil ka maza yaad aa gaya||Zubair Qasmi||Dil Ki Duniya||without music

Artist : Zubair Qasmi
Poet :KHUMAR BARABANKAV
Audio : Payam Nasheeds
Mastering : ZAS Records
Production : Dil Ki Dunya
All Rights Reserved to DIL KI DUNYA

Lyrics :
mujh ko shikast-e-dil kā mazā yaad aa gayā

tum kyuuñ udaas ho ga.e kyā yaad aa gayā

kahne ko zindagī thī bahut muḳhtasar magar

kuchh yuuñ basar huī ki ḳhudā yaad aa gayā

vaa.iz salām le ki chalā mai-kade ko maiñ

firdaus-e-gum-shuda kā patā yaad aa gayā

barse baġhair hī jo ghaTā ghir ke khul ga.ī

ik bevafā kā ahd-e-vafā yaad aa gayā

māñgeñge ab duā ki use bhuul jaa.eñ ham

lekin jo vo ba-vaqt-e-duā yaad aa gayā

hairat hai tum ko dekh ke masjid meñ ai 'ḳhumār'

kyā baat ho ga.ī jo ḳhudā yaad aa gayā
مجھ کو شکست دل کا مزا یاد آ گیا

تم کیوں اداس ہو گئے کیا یاد آ گیا

کہنے کو زندگی تھی بہت مختصر مگر

کچھ یوں بسر ہوئی کہ خدا یاد آ گیا

واعظ سلام لے کہ چلا مے کدے کو میں

فردوس گم شدہ کا پتا یاد آ گیا

برسے بغیر ہی جو گھٹا گھر کے کھل گئی

اک بے وفا کا عہد وفا یاد آ گیا

مانگیں گے اب دعا کہ اسے بھول جائیں ہم

لیکن جو وہ بوقت دعا یاد آ گیا

حیرت ہے تم کو دیکھ کے مسجد میں اے خمارؔ

کیا بات ہو گئی جو خدا یاد آ گیا

_Warning_
Our broadcasts are prohibited from releasing videos of any unofficial and banned religious, political or military party. Legal action will be taken if identified.


_Copyright Notice_
All rights of the audio and video production is reserved for DIL KI DUNYA.
Hence, it's not permissible to reuploading without our permission. However, you may share this production on Social Media Platform.


_About Us_
DIL KI DUNYA working on Urdu Adab, Milli Naghma, Motivational Kalam, Short Movies and Peace sharing events. For any detail Dil Ki dunya contact us!.... [email protected]


Note:
If we have mistakenly uploaded any copyright material, please message us and we will take it down immediately.

urdu ghazal,mujhko shikast e dil ka maza yaad aa gaya,zubair qasmi,dil ki duniya,dil ki dunya,without music,ab yaad na aao rehne do,aata hai yaad mujhko guzra hua zamana,tanha hai zindagi,hassan anzar,hassan anzar naat,pukara mere dil ne allah hu akbar,pyari maa,Don't Be Sad,Kabhi Mayoos Mat Hona,Watu Izzu Mantasha Watu Zillu Mantasha,Mujhay Kis Baat Ka Gham Hay,Mery Maula Teri Rehmat Se,Ae Mola Meray Sun Meri Sada,peace studio,jalabeeb qadri,ghazal

#ghazal #dilkiduniya #viral

Комментарии

Информация по комментариям в разработке