Sultan Rahi ki wo films jinke part second and third bane | سلطان راہی کی وہ فلمیں جنکےدوسرے پارٹ بنے

Описание к видео Sultan Rahi ki wo films jinke part second and third bane | سلطان راہی کی وہ فلمیں جنکےدوسرے پارٹ بنے

Sultan Rahi ki wo films jinke part second and third bane | سلطان راہی کی وہ فلمیں جنکےدوسرے پارٹ بنے
video chapter
00:00 Intro
00:40 sultan rahi ki first as a hero super hit film Basheera jo Pakistani cinema me 1972 ko release hui thi jiski cast thi Sultan Rahi aur Aliya Begum and Afzaal Ahmad and Altaf Khan and Nimmo and Rangeela and Habib aur Rozina aor Rafeeq Mocha jabke Bashira film ke director Aslam Dar thay Aur film writer thy Aziz Meerthi and this is blockbuster Punjabi movie
01:50 Punjabi film Basheera Te Qanoon jo Pakistani cinemas me 1981 ko release date thi aur is film k writer thay Saeed Sahli and director thay Saeed Dar and film cast thi Sultan Rahi aur Asiya begum and Aliya Begum and Agha Talish and Rehan and this is blockbuster film
02:46 Great Pakistani Punjabi movie Wehshi Jatt jo 1975 ko Pakistani cinemas me release hui jis ke actors me shamil thy Sultan Rahi aur Asiya begum and Iqbal Hassan and Ghazala and Afzaal Ahmad and Altaf Khan and Writer Nasir Adeeb and director Hassan Askari they
04:00 Super Duper Hit Punjabi movie Maula Jatt jo 1979 ko Pakistani cinemas me release hui jis me acting ki Sultan Rahi aur Asiya Mukho Jatti ne aur Mustafa Qureshi Noori Natt ne aur Chakori Daro Natni and Kaifi Bala Gadi and Maula Jatt ke director Younas Malik and Writer Nasir Adeeb they
06:00 Best Punjabi movie Maula Jatt In London jo Pakistan ke cinema me 1981 ko release hui thi jis me kaam kia Sultan Rahi and Asia Begum ne and Mustafa Qureshi ne Nazli ne Afzaal Ahmed ne Ali ijaz ne Seema Begum ne and film writer Nasir Adeeb Film Director Younas Malik thay
07:10 Pakistani urdu movie Andaata jo 1976 ko Pakistani cinemas me release hui thi jiski cast thi Sultan Rahi and Sudhir and Mohammed Ali and Mustafa Qureshi and actresses Mumtaz ne aur ye Andata film likhi thi Khursheedullah ne aur director Iqbal Yousaf thy
08:00 Good film Son Of Un Daata jo 1986 ko Pakistani cinemas me release hui jiske stars thy Sultan Rahi aur Aliya and Babra Sharif and Ghulam Mohayudin and Agha Talish and Zamurrad and ye movie write ki thi Rasheed Sajid ne aur Director thy Iqbal Yousaf and is film Son Of Andaata me sultan Rahi ne ek robot ka role play kia hai jo very interesting role hai
#sultanrahi #SultanRahiFilms #lollywood #maulajatt #pakistanifilm #sajjadjatt #


Actor Rafeeq Mocha Biography
   • Film Actor Rafiq Mochha Biography And...  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке