5000KM Kay Faslay say Lung Cancer Nikaal Dia!

Описание к видео 5000KM Kay Faslay say Lung Cancer Nikaal Dia!

China mein ek na-qabil-e-yaqeen kamiyabi hui jab Professor Luo Qingquan ne 5,000 kilometer door se ek mareez ki surgery ki! Shanghai Chest Hospital ke maahir doctor ne 13 July ko 5G network aur advanced technology ka faida uthatay hue yeh surgery sirf ek ghante mein mukammal ki.

Professor Luo aur unki team ne Kaashi ke ek mareez ke lungs ke tumor ko remotely control kiye gaye surgical robot ke zariye nikaala. Is historic surgery ne na sirf medical technology ke naye daur ka aaghaaz kiya, balki China ke "smart" technology ke standard ko bhi duniya bhar mein highlight kiya.

#ChinaTechnology #5GSurgery #RemoteSurgery #ShanghaiChestHospital #LungsSurgery #ProfessorLuoQingquan #SmartSurgery #MedicalInnovation #5GRevolution #RoboticSurgery #draffanqaiser

Комментарии

Информация по комментариям в разработке