Surah e Noor Ki Roshni Fatima (SA) | Syed Ayaan Ali Naqvi | New Manqabat 2024

Описание к видео Surah e Noor Ki Roshni Fatima (SA) | Syed Ayaan Ali Naqvi | New Manqabat 2024

Bismillah al-Rahman al-Rahim

Assalamu Alaikum, we are honored to announce the release of a special Manqabat in celebration of the blessed birth of Bibi Fatima Zahra (sa), the beloved daughter of the Holy Prophet (pbuh). Known as the Lady of Light, she is a symbol of purity, compassion, and strength, and her life continues to inspire generations with her unwavering faith and unparalleled virtues.

Bibi Fatima s.a Manqabat 2024
Title 🟣 Sura e Noor Ki Roshni Fatima (s.a)
Reciter 🟣 Syed Ayaan Ali Naqvi
Poet & Composition 🟣 Zeeshan Abidi
Chorus : Rizwan Mirza Team
Translation : Sister Sakeena Habib
Audio : Javad Studio
Mixing 🟣 Tee Zee Production (Tirmah Zaidi)
Video & Editing By 🟣 The Focus Studio
Graphics 🟣 MA Creative (Minhaj Ahmed)
Special Thanks : Mehmood Ladak

****************************

●● Manqabat Lyrics● ●
Sura-e-Noor ki roshni Fatima(sa),
Chand hain Mustafa(saww) chandni Fatima(sa).

Baar baar arsh par aana jana para,
Tab muhammad ko jaakar milin fatima(sa)

Lakh sajde karo faida kuch nahi,
Tum se naraz agar hogayi Fatima(sa).

Ahl-e-Bait-e-Rasool-e-Khuda kon Hain
Bas Hussain(as) o Hassan(as), aur Ali(as) Fatima(sa).

Koi darzi hai to koi darbaan hai,
Hai farishton ki yeh nokri Fatima(sa).

Rotiyaan le gaye arsh waale yahan,
Rab ne aayat wahan bhej di Fatima(sa).

Aapke gham mein hi gham manate hain hum,
Aapki hi khushi mein khushi Fatima(sa).

Hai ayaan aur zeeshan ki arzoo,
Aapke dar pe ho haaziri Fatima(sa).

*****************************

Комментарии

Информация по комментариям в разработке