Koi Fariyaad (Without Music Vocals Only) | Jagjit Singh | Raymuse

Описание к видео Koi Fariyaad (Without Music Vocals Only) | Jagjit Singh | Raymuse

Raymuse presents you without music (vocals only). Listen to Jagjit Singh without music and fall in love with his voice. Subscribe for more Jagjit Singh songs without music!

Follow on Instagram for without music reels:   / raymuse._  

Lyrics;
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise
Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise
Raah Chalte Huye Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huye Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Ek Lamhein Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhein Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Iss Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Iss Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umar Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise

The copyright disclaimer under Section 107 is a statement explaining that you’re using someone else’s copyrighted content for “fair use” purposes under Section 107 of the Copyright Act.
Examples of fair use under the Act include criticism, commentary, and educational purposes.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке