Logo video2dn
  • Сохранить видео с ютуба
  • Категории
    • Музыка
    • Кино и Анимация
    • Автомобили
    • Животные
    • Спорт
    • Путешествия
    • Игры
    • Люди и Блоги
    • Юмор
    • Развлечения
    • Новости и Политика
    • Howto и Стиль
    • Diy своими руками
    • Образование
    • Наука и Технологии
    • Некоммерческие Организации
  • О сайте

Скачать или смотреть महाशिवरात्रि पूजा विधि 2025 | पूजन सामग्री एवं मंदिर पूजा |

  • PINK POUCH
  • 2025-02-03
  • 314
महाशिवरात्रि पूजा विधि 2025 | पूजन सामग्री एवं मंदिर पूजा |
mahashivratri 2025mahashivratri puja vidhimahashivratri pujan samgrimahashivratri kab haimahashivratri kyu manai jati jaishiv shankarbholenathshiv parvatiमहाशिवरात्रि 2025महाशिवरात्रि पूजा विधि ओर सामग्रीमहाशिवरात्रि की पूजा मंदिर में कैसे करेभोलेनाथमहाशिवरात्रि की पूजा क्यू की जाती हैशिव मंदिर में 3 तालियों का महत्वshiv mandir me 3 tali ka mahatavshiv bholenath ki puja mandir me kaise karenandi ke kano me kya bolna chahiepink pouchshiv sambhu
  • ok logo

Скачать महाशिवरात्रि पूजा विधि 2025 | पूजन सामग्री एवं मंदिर पूजा | бесплатно в качестве 4к (2к / 1080p)

У нас вы можете скачать бесплатно महाशिवरात्रि पूजा विधि 2025 | पूजन सामग्री एवं मंदिर पूजा | или посмотреть видео с ютуба в максимальном доступном качестве.

Для скачивания выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Cкачать музыку महाशिवरात्रि पूजा विधि 2025 | पूजन सामग्री एवं मंदिर पूजा | бесплатно в формате MP3:

Если иконки загрузки не отобразились, ПОЖАЛУЙСТА, НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если у вас возникли трудности с загрузкой, пожалуйста, свяжитесь с нами по контактам, указанным в нижней части страницы.
Спасибо за использование сервиса video2dn.com

Описание к видео महाशिवरात्रि पूजा विधि 2025 | पूजन सामग्री एवं मंदिर पूजा |

om namah shivay har har mahadev dosto aap sabhi ko aane wali maha shivratri ki bahut bahut shubhkamanye mata mahaguri or bhgwan shivji ki kripa aap sab par sada sarvda bani rahe dosto hindu dharm me mahashivratri ka bahut adhik mahatwa hai mahashivratri par din bhar puja ki jati hai yani ki char pahar ki puja ki jati hai charo pahar me puja karne se shivji bahut jald prasnn ho jate hai or vyakti ke papao ka naash kar dete hai to aaj ham dekhenge ki mandir me jakar ham bahut saral vidhi se mahashivratri ki puja kaise kar sakte hai to dekhiye sabse pahle ham puja ki samagree ko dekh lete hai to sabse pahle mata mahaguri ke liye ham kuch suahag ki samagree rakh lenge,damru,aksht kale til ,jau,shahadwastra swaroop kalawa or janeu,kuch dakshina,deep dhoop,mukh sudhi ke liye laung ilaychi,kamalgatte ke beej,itra,sindoor , or chandan ,haldi kumkum,aarti karne ke liye kapoor machis,dhatura bhag,shami patra belpatra,fool mala ,gay ka kachha dudhh ya panchamrit or ek lote me jal bhog lagane ke liye koi mithai dryfruits mausmi fal aadi rakh lena hai chaliye ab jaan lete hai ki puja hame mandir me kis prakar se karna hai to mahashivratri ke din bramhmuhurt me uthakar snan aadi karke saaf wastra dgharan kare or vrat ka sankalp kare uske baad maha mritunjay mantra ka jaap karte hue ganesh ji kartikey ji ashok sundari or mata mahagauri bhgwan bhole nth nandi ji ko jal se abhishek kar denge uske baad gay ke kachhe dudhh se ya panchamrit se abhiek kar denge uske baad phir se jal se kar denge or thoda sa jal bhhr kar apne jal ke lote me rakh lena hai or ese lakar aapne ghar ke sabhi jagho par daal de bas washroom me n chidke uske baad om namah shivay bolte hue shivji ke upar or sabhi ke upar aksht kale til jau arpit kar denge uske baad deep dhoop ko parjwalir karke sabhi ko dikha denge chandan se sabhi ko teeka kar denge shivling par chandan se om or tripund bana denge nandi maharaj ko teeka kar denge uske baad ganesh ji kartike ji mata ashok sundari or mata mahagaruri ko sindoor se teeka kar denge
or khud ko bhi laga denge es din bhgwan bhole nath ko haldi kumkum bhi arpit kar sakte hai kyuki es din inka vivah sampann hua tha uske baad ganesh ji ko wastra swroop kalawa or janeu arpit kar denge uske baad sabhi ko wastra swaroop kalawa or bhgwan shivji ko janeu arpit kar denge or mata mahagauri ko ham chunri odha denge sabhi ko ham itra laga dengeuske baad ganesh ji ko lal phool durava sami ptra belpatra aarpit kardenge shivji ko mala pahna denge fool belpatra shami patra dhatura aadi arpit kar denge or sabbi ko fool arpit kar denge uske baad bhog laga denge koi bhi mithai ya maushnmi fal arpit kar denge aaj ke din ma maha gauri or shivji ka gathbandhan karne se hamara dampatya jiwan sukhamay rahta hai or agar kisi ke vivah me adchane aa rahi hai ya koi man chaha jiwan sathi pana chahta hai to wah mahashivratri ke din es traha se 1 ya 7 baar kalawe ko ma aguri or bhgwan ji se mila kar gathbandhan kar de uske baad shivji ko kamalgatte ke beej chadha de shivji ko shahad arpit kar denge uske baad ma gauri ko ham kuch suahag ki samagree or dakshina arpit kar denge aap 5 7 16 samagree arpit kar sakte hai uske baad shivling ko chute hue 11 ya 21 baar shree shivay namastubhhyam ka jaap kar le ya mahamrutunjay matra shiv chaleesa,ya om nanah shivay mantra ka jaap kar lenge aaj ke din mata mahagauri or bhgwan shivji ke vivah ki katha ko padhe ya sun lenge or sabhi se puja me rahi kamiyo ke liye hath jodakar pararthana kar lenge uske baad kaporr jala kar prempurbak sabhi ki ham aarti kar lenge kaporr gaurma karuna watram ,,,,,,,uske baad 11 21 ka kuch dakshnia arpit kar denge uske baar teen baar tali baja denge pahli tali par bhgwan shiv ko apni upasthiti darj karane ke liye bajai jati hai dusri tali man ka bhav prarthna or mannat ke liye bajai jati haiteesri tali bhgwan shiv ke charno me jagah pane ke liye bajai jati hai aesa mana jata hai ki bhgwan shiv ki bhkti karne or unke samane teen baar tali bajane se ruke hue kaam bahut jald hi bn jate haiuske baad hath jodkar kar apne suahag or ghar pariwar ki khushhali ke liye ma se prarthana kar lenge or sabhi ke pair chhu lenge or sabse last me apni manokamna ja kar nandi ke kano me bol de manokamana bolne se pahle s om bole uske baad manokamana bole.
‪@MamtasWay‬
‪@shivkripa3340‬
‪@Mypacificwall‬
mahashivratri 2025
shivratri kab hai
mahashivratri ki puja mandir me karne ki vidhi
shiv parvati puja
nandi k kano me kya kahe
mahashivratri kyu manai jati hai
mahashivratri ke labh or hani
mahashivratri ki puja or samgri

Комментарии

Информация по комментариям в разработке

Похожие видео

  • О нас
  • Контакты
  • Отказ от ответственности - Disclaimer
  • Условия использования сайта - TOS
  • Политика конфиденциальности

video2dn Copyright © 2023 - 2025

Контакты для правообладателей [email protected]