मेरे दुश्मन तू मेरी दोस्ती को तरसे HD - आए दिन बहार के - धर्मेन्द्र - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold

Описание к видео मेरे दुश्मन तू मेरी दोस्ती को तरसे HD - आए दिन बहार के - धर्मेन्द्र - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold

Song:- Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Singer(s):- Mohammed Rafi
Movie:- Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Music Director:- Laxmikant-Pyarelal
Lyricist:- Anand Bakshi

#GaaneSuneAnsune #Dharmendra #AshaParekh #MohammedRafi #AayeDinBahaarKe #OldSongs

Lyrics:-
Mere Dil Se Sitamgar Tune Achche Dillagi Ki Hai
Ke Banke Dost Apne Dosto Se Dushamani Ki Hai
Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Mujhe Gham Dene Wale Tu Khushi Ko Tarse
Mere Dushman
Tu Phool Bane Patjad Ka Tujhpe Bahar Na Aaye Kabhi
Meri Hi Tarah Tu Tadpe Tujhko Karar Na Aaye Kabhi
Tujhko Karar Na Aaye Kabhi
Jiye Tu Iss Tarah Se Zindagi Ko Tarse
Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Mere Dushman
Itna Toh Asar Kar Jaye Meri Wafaye O Bewafa
Ek Roj Tujhe Yaad Aaye Apni Jafaye O Bewafa
Apni Jafaye O Bewafa
Roye Tu Hasi Ko Tarse
Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Mere Dushman
Tere Gulshan Se Jyada Viraan Koi Virana Na Ho
Iss Duniya Mein Koyi Tera Apna Toh Kya Begana Na Ho
Apna Toh Kya Begana Na Ho
Kisi Ka Pyar Kya Tu Berukhi Ko Tarse
Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse
Mujhe Gham Dene Wale Tu Khushi Ko Tarse
Mere Dushman.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке