Kumail Raza - Nahi Ana (Audio)

Описание к видео Kumail Raza - Nahi Ana (Audio)

Written by Kumail Raza
Recorded by Kumail Raza
Thumbnail by Kumail Raza
Mix & Master by Kumail Raza
Beat by ‪@boyfifty‬

LYRICS
HOOK:
muntazir hm apky pr apny nai ana
muskilon ky darmian hain apko pukara
janty nahi hmein wo hmse youn khafa hain
manty nahi hain wo pr kabse lapata hain

muntazir hm apky pr apny nai ana
muskilon ky darmian hain apko pukara
janty nahi hmein wo hmse youn khafa hain
manty nahi hain wo pr kabse lapata hain

VERSE 1:
dekhly ider tu
mein khudse bhi lara hun
badal chuka hun khudko
tery jaany se dara hun

tum hasti baton py meri
hai tujko to fikr nahi
aur aisa koi tu din dikha
jo ho tera zikr nahi

mei aksar dekhta tujy
tu khush to hai mery bina
ay dil tu ab to maan ja
wo shaks tery lia nahi

Kyu hai umeed ab bhi
ky tum loto gei phir wapis
is dil mei teri hai jagah
na jaany tum kahan pr

BRIDGE:
Ajnabi se kiu Igy tu
kia kami thee ren gai jo
na mein dyska tujy
jo hath hee na thamein

Dhund ta hun ab tumtein
Aur puchta hun sirf tera
jo na milo tum is dfa
ho ghamzada se shamein

VERSE 2:
Naraz hun mana lena
koi puchta nahi mera
koi hai hi nai tery siwa
tum aky puch lo na

dekhta hun khat tery
sab muskura ky parh chuky
Jala bhi na skun wo khat
hai uspy naam tera

hai alwidah tujjy
mily gei ab khabar nahi
na ab milun tujy
jo agr mily gein phir kabhi
na dekhun ga tujy
to hon gei na hm ajnabi
jo ana chaho wapsi
milun ga phir tumhein

HOOK:
muntazir hm apky pr apny nai ana
muskilon ky darmian hain apko pukara
janty nahi hmein wo hmse youn khafa hain
manty nahi hain wo pr kabse lapata hain

muntazir hm apky pr apny nai ana
muskilon ky darmian hain apko pukara
janty nahi hmein wo hmse youn khafa hain
manty nahi hain wo pr kabse lapata hain

Комментарии

Информация по комментариям в разработке