600 कुंटल लेने के लिए कितनी बार DAP डालना चाहिए । 1 ekad Mein Kitna DAP dalna chahie.

Описание к видео 600 कुंटल लेने के लिए कितनी बार DAP डालना चाहिए । 1 ekad Mein Kitna DAP dalna chahie.

600 कुंटल लेने के लिए कितनी बार DAP डालना चाहिए । 1 ekad Mein Kitna DAP dalna chahie.

1. ganna fasal Mein kitni bar DAp dalna chahie.
ganna fasal Mein ek achcha utpadan lene ke liye hamen Ganna buvai ke samay ek bag DP ka istemal Karna chahie dap yani Dia ammonium Phosphate iske andar 46% Tak Phosphorus ki Matra rahti hai jiska istemal ganna fasal Mein karne se hamari ganne ki jade jyada teji se Vikas Karti Hain ganna ka paudha bahut teji se bhojan banata hai aur hamari fasal shuru Mein hi acche karle nikalti hai isiliye Phosphorus ki acchi Matra Mein boy ke samay istemal karni chahie dap
yani ki diamond phosphate khad ka istemal hamen buvai Mein prati ekad 50 kg jarur karna chahie.

2. 1 ekad Mein Kitna khad dalna chahie.
ganna fasal Mein ek achcha utpadan lene ke liye ganna fasal Mein ek achcha utpadan lene ke liye hamen sabhi prakar ke khaton ka istemal Karna chahie boy ke samay ek bag dap ke sath single super phosphate khad ka istemal Karna chahie aur hamen समय-समय per micro nutrient bhi apni ganna fasal Mein jarur dalni chahie jisse ham pratyek 600 kuntal ganna utpadit kar sake

Комментарии

Информация по комментариям в разработке