Nohay 2020 - ASHQ E GHUM HAI TERI ATA ZAINAB - Joan Rizvi Nohay 2020 - New Noha 2020 - Muharram 1442

Описание к видео Nohay 2020 - ASHQ E GHUM HAI TERI ATA ZAINAB - Joan Rizvi Nohay 2020 - New Noha 2020 - Muharram 1442

BISMILLAH...

Nohay 2020 - ASHQ E GHUM HAI TERI ATA ZAINAB With Lyrics - Joan Rizvi New Noha 2020 - Muharram 1442 - Nohay 2020 - Imam Hussain Noha - Imam Hussain - Shahadat Mola Hussain - Martyrdom Of Imam Hussain (as)

Video Details!

Noha Khuwa - Joan Rizvi
Poet - Muhsin Jafri
Composition - Muhsin Jafri
Chorus - Own Rizvi and Team
Audio - ODS Karachi
Video - SHAJ Productions
Islamic Date | Muharram 1442 hijri

Video Optimization: Samar Jafri

-----------------------------------

On the Martyrdom of Imam Hussain (as) , Many condolences to Prophet Muhammad (saww) , Imam Ali (as) and Hazrat Fatima Zahra (sa) and especially to Imam e Zamana (AJF).

#SubScribe ‎#JoanRizvi #BibiZainabس #AshqeGhamHaiTeriAtaZainab ع #Nohay2020 #NewNoha2020 #ImamHussain #Karbala

==============================

Follow Our All Social Media Channels :-

Facebook:   / joanrizviofficial  
Sound Cloud:   / joan-rizvi  
Instagram :   / joanrizviofficial  
Twitter :   / joanrizvi  
Official Website: https://www.JoanRizvi.com

==============================

● NOHA - L Y R I C S ●

Ashq e ghum hai tere ata Zainab (sa) Tu hai Shabbir ki baqa Zainab (sa)
Donoon alam ki parda dari ho tere Naalain pa fida Zainab (sa)

apnay baba ki paak seerat bhi baap ka hosla bhi dikhlaya
gaye darbar main Hassan(as) banker sabar e Shabbir(as) ko bhi dhoraya
kiya darbar sham main Maa k khutboon ka tarjuma Zainab

Tere baba sa hai pidar koi na hai koi madar tere madar si
na muhafiz hai koi ghazi sa na koi chadar hai tere chadar si
aur here Hassan(as ) Hussain(as) sa bhi koi bhai hua Zainab(sa)

Ro paray be kafan janazay bhi tere hosla dekhker bibi
tu nay ankhoon k samnay dekha kat tay Shabbir ( as) ka gala bibi
khoon khanjar phaunchnay k lia kam aye tere Rida Zainab (sa)

zakham hi Zakhm hain sahay tu nay sheh(as) k maqtay say qaid khanay tak
aazmaye gayay sab hi tujh per kun khanjar sa taazyanay tak
had to yeh hai barastay shohloon main tunay sajda ada kia Zainab (sa)

Sola soo (1600) meel tak barhana sir shamioon na tujha phiraya hai
ibn e nofil na marker naiza rastay bhar tujha jagaya hai
tu hai Shabbir ki behan iska kerdia tunay haq ada Zainab (sa)

ajar itna mila risalat ka tere chehray ka rung bandla hai
aur jahan sa guzar hua tera issi rastay ka rung badla hai
tha Hassan(sa) k kafan k jaisa hi rang tere Libas ka Zainab(sa)

Zakhm Madar(sa) mila yasrab main khums kofay main phir yateemi ka
phir hassan aur karbala ka ghum dard phir sham aur sakina(sa) ka
Zindagi main hui nahi Mohsin ranj ghum sa kabhi reha Zainab (sa)

- M u h s i n - J a f r i -
______________________________

𝐖𝐚𝐭𝐜𝐡 𝐀𝐥𝐬𝐨 :-

All Nohas Of This Album 2020 / 1442

1- Title Kalam - MAALIK YA HUSSAIN
   • Nohay 2020 - MAALIK YA HUSSAIN - Joan...  

2- ASHQ E GHUM HAI TERI ATA ZAINAB س
   • Nohay 2020 - ASHQ E GHUM HAI TERI ATA...  

3- SEENAY PY NAIZA AKBAR ع
   • Nohay 2020 - SEENAY PY NAIZA AKBAR ع ...  

4- BAAD MERE ZULM YEH MOLA PY DHAYA JAYE GA (ع)
   • Nohay 2020 - Noha Mola Abbas 2020 - B...  

5- MAQTAL E IMAM HUSSAIN ع
   • Nohay 2020 - MAQTAL E IMAM HUSSAIN NO...  

6- SAFAR E SHAM - BE BADAN SAR RO RAHE HAIN
   • Nohay 2020 - SAFAR E SHAM - BE BADAN ...  

________________________________

Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - JoanRizvi

Комментарии

Информация по комментариям в разработке