Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina - Urdu Audio Naat with Lyrics - Junaid Jamshed

Описание к видео Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina - Urdu Audio Naat with Lyrics - Junaid Jamshed

#AlhamdulillahTV

Lyrics:
Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qiyam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Mubarak tujhay ho aye arz-e-madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina
Teray paas jab sayyed-e-do jahan hain
Na kiyon rashk-e-aflaq ho phir madina

Madina, madina, madina, madina

Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Teray sabz gumbad pai alam fida hai
Falk jaisai choome zameen-e-madina

Tera zarra zarra nishaan-e-nabi hai
Fida tujh pai mae khak-e-shaher-e-madina

Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina

Ohad kai yeh daman main khoon-e-shaheedan
Sabaq dai raha hai wafa-e-madina

Nishani hai islam ki azmaton ki
Sahaba kai qadmon sai khak-e-madina

Wafa dariyon par sahaba ke akhtar
Hai taareekh roshan yeh shaher-e madina

Yeh subh-e-madina yeh sham-e-madina
Mubarak tujhay ho arz-e-madina
Madina, madina, madina, madina
Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina


Please subscribe for more:
https://www.youtube.com/c/Alhamdulill...

Комментарии

Информация по комментариям в разработке