Logo video2dn
  • Сохранить видео с ютуба
  • Категории
    • Музыка
    • Кино и Анимация
    • Автомобили
    • Животные
    • Спорт
    • Путешествия
    • Игры
    • Люди и Блоги
    • Юмор
    • Развлечения
    • Новости и Политика
    • Howto и Стиль
    • Diy своими руками
    • Образование
    • Наука и Технологии
    • Некоммерческие Организации
  • О сайте

Скачать или смотреть Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba

  • Munsif News 24x7
  • 2026-01-21
  • 114
Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba
  • ok logo

Скачать Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba бесплатно в качестве 4к (2к / 1080p)

У нас вы можете скачать бесплатно Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba или посмотреть видео с ютуба в максимальном доступном качестве.

Для скачивания выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Cкачать музыку Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba бесплатно в формате MP3:

Если иконки загрузки не отобразились, ПОЖАЛУЙСТА, НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если у вас возникли трудности с загрузкой, пожалуйста, свяжитесь с нами по контактам, указанным в нижней части страницы.
Спасибо за использование сервиса video2dn.com

Описание к видео Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba

#Munsif #MunsifNews #MunsifNews24x7 #MunsifDaily #MunsifHyderabad #MunsifIndia #TelanganaNews #hyderabadnewschannel


Madhapur Mein Vedantu College Ke Khilaf Students Ka Protest | College Band Karne Ka Mutalba

Hyderabad ke Madhapur area mein maujood Vedantu Educational Institute ke khilaf talaba ne sakht narazgi aur ehtijaj ka izhar kiya hai. Students ka kehna hai ke institute ek hi building mein larkon aur larkiyon ke liye common hostel chala raha hai, jabke isi imarat mein college classes bhi ho rahi hain.

Students Union ke rehnumaon ne is intezam par serious objections uthate hue kaha ke ek floor par larkiyan, doosre floor par larkay aur kisi aur floor par classes chalana na-munasib aur khatarnak hai, khaaskar jab baat na-umar students ki ho.

Talaba ka kehna hai ke is se pehle bhi is maamle par formal complaint darj karayi ja chuki hai, lekin 2–3 mahine guzarne ke bawajood college management ne koi thos qadam nahi uthaya.

Students ne sawal uthaya hai ke agar kisi bhi student ke sath koi hadsa ya serious issue pesh aata hai to uski zimmedari kaun lega؟

Students Union ne mutalba kiya hai ke jab tak is maamle par proper rules aur safety norms follow nahi kiye jate, tab tak Vedantu Educational Institute ko band kiya jaye.

Yeh mamla students ki safety, parents ke trust aur education system se juda hua hai. Puri detail aur ground report ke liye video dekhiye.

#VedantuProtest #MadhapurNews #StudentSafety #MixedHostel #HyderabadNews #EducationIssue #StudentsUnion #TelanganaNews #BreakingNews #CollegeControversy

Комментарии

Информация по комментариям в разработке

Похожие видео

  • О нас
  • Контакты
  • Отказ от ответственности - Disclaimer
  • Условия использования сайта - TOS
  • Политика конфиденциальности

video2dn Copyright © 2023 - 2025

Контакты для правообладателей [email protected]