Tata Curvv 2023 टाटा कर्व Cons Negatives Problems Disadvantages

Описание к видео Tata Curvv 2023 टाटा कर्व Cons Negatives Problems Disadvantages

Tata Curvv ka pehla dosh hain uski lambai, jo chaar-metre se jyada hain, lagbhag four-point three metre
Lekin andruni jagah toh Tata Punch aur Altroz ke barabar hain
Lambi hone ka sab-se bada nuksaan hain jyada tax - yane ke bees pratishat excise duty
Jabki sub-four metre gaadiyon pe kewal aath pratishat excise duty lagti hain
Ab sola laakh rupay ki gaadi pe, bara pratishat jyada excise duty dena, matlab seedhe do laakh rupay ka nuksaan
Agar Tata, iske chatt ka pichla hissa, coupe jaise lamba karne ke bajay, SUV jaisa ooncha kar deta, toh ye gaadi chaar meter ke andar ban jaati
aakhir Curve ke platform pe, Tata Punch bhi bani hui hain, jiski lambai sirf three point eight meter hai, aur wo bhi three-sixty-six litre boot ke saath
Curvv ka aakar chaaar metre ke andar rakhte, toh wah Nexon EV se do laakh sasti ho sakti thi

Комментарии

Информация по комментариям в разработке