O Mehbooba HD Video Song | Sangam (1964) | Mukesh | | Raj Kapoor | Vyjayanthimala, Rajendra Kumar

Описание к видео O Mehbooba HD Video Song | Sangam (1964) | Mukesh | | Raj Kapoor | Vyjayanthimala, Rajendra Kumar

Watch More Old Classical Evergreen Song Subscribe to Old Hindi Song :-

O Mehbooba HD Video Song | Sangam (1964) | Mukesh | | Raj Kapoor | Vyjayanthimala, Rajendra Kumar

Song Name: O Mehbooba
Singer Name: Mukesh
Movie: Sangam (1964)
Music Director: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Shailendra , Hasrat Jaipuri
Cast : Raj Kapoor, Vaijaintimala, Rajendra Kumar, Raj Mehra, Achla Sachdev, Lalita Pawar

Lyrics:
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-mashhood

Voh kaunsi mehfil hai jahan tu nahin maujood

Kis baat pe naaraaz ho, kis baat ka hai gham
Kis soch mein doobi ho tum, ho jaayega sangam

Guzroon main idhar se kabhi, guzroon main udhar se
Milta hai har ek raasta jaakar tere ghar se

Baahon ke tujhe haar main pehnaaoonga ek din
Sab dekhte reh jaayenge, le jaaoonga ek din
Baahon ke tujhe haar main pehnaaoonga ek din
Sab dekhte reh jaayenge, le jaaoonga ek din

O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-mashhood
Voh kaunsi mehfil hai jahan tu nahin maujood
O mehbooba, o mehbooba
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-mashhood
Tere dil ke paas hi hai meri manzil-e-mashhood

#rajkapoor #rajkapoorsongs #sangam #Omehbooba #oldhindisong #oldisgoldsongs #oldisgold #bollywoodclassichits #60shindisongs

Комментарии

Информация по комментариям в разработке