B Praak - Aate Rehte Hain (Lyric Video) | Jaani | Arvindr Khaira | Zohrajabeen

Описание к видео B Praak - Aate Rehte Hain (Lyric Video) | Jaani | Arvindr Khaira | Zohrajabeen

Listen to B Praak's ‘Aate Rehte Hain‘ from his debut album Zohrajabeen - http://www.umgindia.lnk.to/Zohrajabeen

Singer and Music - B Praak
Lyricist and Composer - Jaani
Music Arranger - Mir Desai and Hunny Bunny
Director - Arvindr Khaira

Digital Distribution - Universal Music
Producer - Arvindr Khaira and Jaani
Project by - Dilraj Nandha
Label Management & Promotions - Net Media
Label Relations and Marketing Manager - Sidhantha Jain

Label - Desi Melodies
  / desimelodies  

#BPraak #Jaani #Zohrajabeen

Lyrics -

O Koi Gham Nahin Tha Waise
Uski Judai Ka
Koi Gham Nahi Tha Waise
Uski Judai Ka

Par Ye Kya Bola Usne
Pachhtate Rehte Hain

Are Usne Humko Chhoda
Hai Ye Baat Kehke
Are Usne Humko Chhoda
Hai Ye Baat Kehke

Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain

Hum Marenge Jaldi Jaldi
Par Kishton Kishton Me
Ab Itni Zyada Chalti Hai
Apni Farishton Mein

Ho Ab Itni Zyada Chalti Hai
Apni Farishton Mein

Ho Apna To Har Din Marna
So Apni Arthi Ko
Farishtey Har Dooje Din
Uthate Rehte Hain

Are Usne Humko Chhoda Hai
Ye Baat Kehke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain

Are Usne Humko Chhoda Hai
Ye Baat Kehke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain

Jis Ped Ne Tumko Chhaon Di
Wo Jad Kata Baithe
Hum Udd Rahe The Aasman Mein
Par Kata Bethe

Teri Tasveeren Jalane Ke
Chakkar Me Jaanejan
Hum Aise Aashiq Tere
Apna Ghar Jala Bethe
Ho Apna Ghar Jala Bethe

Ho Ab Itni Nafarat Hai Humko
Hayye Tere Chehre Se
Ke Teri Tasveeron Ko
Zaher Khilate Rehte Hain

Are Usne Humko Chhoda Hai
Ye Baat Kehke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain

Are Usne Humko Chhoda Hai
Ye Baat Kehke
Ke Tere Jaise Log Toh
Aate Rehte Hain

Saari Raat Rote Rehte Hain
Rulaate Rehte Hain
Oh Saari Raat Rote Rehte Hain
Rulaate Rehte Hain

Dhakke Likhe Hain Karmo Mein
So Khaate Rehte Hain
Na Koi Hasane Wala
Na Nachane Wala Humko

Toh Khud Ka Haath Pakadke
Khud Ko Nachate Rehte Hain

Hum Itne Pagal Ho Gaye
Tere Jaane Ke Baad
Ke Bhujhe Huye Diyon Ko
Bhujate Rehte Hain

Are Usne Humko Chhoda Hai
Ye Baat Kehke
Ke Tere Jaise Log Jaani
Aate Rehte Hain

Комментарии

Информация по комментариям в разработке