Hua Hai Aaj Pehli Baar Jo Aise Muskuraya Hoon | Armaan Malik, Palak Muchhal | Sanam Re | Love Song

Описание к видео Hua Hai Aaj Pehli Baar Jo Aise Muskuraya Hoon | Armaan Malik, Palak Muchhal | Sanam Re | Love Song

Hua Hai Aaj Pehli Baar Jo Aise Muskuraya Hoon | Armaan Malik, Palak Muchhal | Sanam Re | Love Song

Song Credits:
Movie/album: Sanam Re
Song: Hua Hain Aaj Pehli Baar
Singer: Armaan Malik, Palak Muchhal
Music: Amaal Mallik
Song Lyricists: Manoj Yadav
Music Label: T-Series
Starring: Pulkit Samrat, Urvashi Rautela

#armaanmalik #hindisong #lovesong
#palakmuchhal #sanamre #romanticsong
#pulkitsamrat #UrvashiRautela #hitsongs
#like #subscribe #share

Hua Hain Aaj Pehli Baar Lyrics:

Hua hai aaj pehli baar
Jo aise muskuraya hoon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hoon…

Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon

Zameen se aasmaan tak hum
Dhoondh aaye jahaan saara
Banaa paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyaara…

Baaton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain taarifiyaan

Main likh doon aasmaan par ye
Ke padh lega jahaan saara
Huaa na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki taarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon

Rab se laaya hoon..
Rab se laaya hoon..

Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hoon…

Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan

Yeh dil pagal bana baitha
Isey ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re

Hoon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijaazat Rab se laaya hoon

©️ If any producer or label has an issue with this song or picture, please get in contact with us and we will delete it immediately.

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, commenting, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке