Logo video2dn
  • Сохранить видео с ютуба
  • Категории
    • Музыка
    • Кино и Анимация
    • Автомобили
    • Животные
    • Спорт
    • Путешествия
    • Игры
    • Люди и Блоги
    • Юмор
    • Развлечения
    • Новости и Политика
    • Howto и Стиль
    • Diy своими руками
    • Образование
    • Наука и Технологии
    • Некоммерческие Организации
  • О сайте

Скачать или смотреть दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories

  • Chandamama Tv - Hindi
  • 2020-05-14
  • 30751
दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories
दो दोस्त की कहानीrsk Hindi storiesदो दोस्तGreedy friend Hindi kahaniyaHindi moral storyTwo friendsTwo friends Hindi moral storytigermoral stories in Hindibedtime stories3D animatedstories in hindiHindi kahaniyaDo dost
  • ok logo

Скачать दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories бесплатно в качестве 4к (2к / 1080p)

У нас вы можете скачать бесплатно दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories или посмотреть видео с ютуба в максимальном доступном качестве.

Для скачивания выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Cкачать музыку दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories бесплатно в формате MP3:

Если иконки загрузки не отобразились, ПОЖАЛУЙСТА, НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если у вас возникли трудности с загрузкой, пожалуйста, свяжитесь с нами по контактам, указанным в нижней части страницы.
Спасибо за использование сервиса video2dn.com

Описание к видео दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories

Do dost.....
Ek baar ek gaav me do dost raha karte the ek ka naam tha rajesh dusre ka naam tha mohan dono bohot ache dost the. Wo jis gaav me rehte the uske paas mr hi ek bohot bada jungle tha.rajesh bohot acha admi tha uske paas jo bhi hota usme se wo sab ki madat kiya karta tha. Par mohan aisa nahi tha wo rajesh se bohot ameer tha par kisi ki bhi madat nahi karta tha. Ek din rajesh jungle gaya waha wo tapasya kar raha tha. Kuch der baad jungle ki ek devi uske saamne prakat hui.....
Goddess- rajesh tumhari is tapasya se mai bohot zyada prasann hui hu. Bataao tumhe kya vardaan chahiye....
Rajesh - devi maa aaj kal duniya me jo khatarnaak virus chal raha hai . Isse bachne ke liye hamari sarkar ne sab ko ghar me rehne ka adesh diya hai.par kayi log jo roz kama kar unhi paiso se khaate the wo ab is kaaran bhuke hai . Maine bohot logo ki madat ki hai par ab mere paas kuch bhi nahi hai. Phir bhi mai unki madat karna chahta hu kya karu kuch samaj nahi aaraha ....
Goddess - rajesh iss duniya me dusro ke baare me acha sonchne wale log bohot kam hote hai... Mai tumhe wardaan deti hu ke jab bhi tum kisi ki madat karna chahoge to tumhe bohot zyada dhan milega aur jab bhi tum uss dhan ko dusro ke liye istemaal karoge wo dugna hojaayega....
Wo wapis ghar aagaya aur ab uss dhan se aur bhi zyada logo ki madat karne laga ...
Gaav me uska bohot acha naam bangaya .kuch din jab mohan ko uss devi ke vardaan ke baare me pata chala to wo bhi jungle jaake khathor tapasya karne laga... Tabhi achanak waha phirse uss jungle ki devi prakat hui.....aur mohan ko bhi vardaan mangne ko kaha ...
Mohan - devi mujhe kisi bhi mritya shareer ko haath lagate hi use jevit kardena ka vardaan do....
Goddess- thik hai aaj se tum kisi bhi mritya shareer ko haath lagaoge to wo jeevit ho jayega .vardaan dekar devi gayab hogayi . Vardaan paakar mohan khushi khushi ghar vapis jaa raha tha . Tab use apni shakti ko prayog karne ka khayal aaya.usne yaha waha nazar ghumayi aur use ek sher ka mritya shareer dikhayi diya. Tab wo bina sonche samjhe use jeevat karne ke liye use haat lagane laga. Jaise hi usne sher ko chua wo sher jeevit hogaya aur usne zor se dahadkar uspar hamla kardiya .vardaan to milgaya oar use thik tareeke se istemal karna nahi aaya . Apni hi bewakoofi se usne apni jaan gavadi.
Is kahani se hame ye sikhsa milti hai ki...
Sonch samaj kar kaam karna chahiye....
दो दोस्त की कहानी || Two friends Hindi moral story || Greedy friend Hindi kahaniya rsk Hindi stories
#दोदोस्तकीकहानी #Hindikahaniya #Hindimoralstories

Subscribe :

   / @chandamamatv2  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке

Похожие видео

  • О нас
  • Контакты
  • Отказ от ответственности - Disclaimer
  • Условия использования сайта - TOS
  • Политика конфиденциальности

video2dn Copyright © 2023 - 2025

Контакты для правообладателей [email protected]