Deewane Hai Deewane Maiya Tere Naam Ke | Narendra Chanchal Bhajan | Navratri 2024 Bhajan

Описание к видео Deewane Hai Deewane Maiya Tere Naam Ke | Narendra Chanchal Bhajan | Navratri 2024 Bhajan

Tips Bhakti Prem Presents Navratri 2024 Special Bhajan "Deewane Hai Deewane Maiya Tere Naam Ke" (दीवाने, आए दीवाने, तेरे दर आए दीवाने) Sung by Narendra Chanchal. ‪@tipsbhaktiprem‬

#narendrachanchalbhajan #navratri #devibhajan #bhaktisong #bhajan

To receive regular updates on devotional songs subscribe to us on the following link:    / bhaktiprem  

Song Credits :
Singers : Narendra Chanchal
Lyrics : Kamini Khanna
Music Composer : Kamini Khanna

Lyrics :
दीवाने, आए दीवाने, तेरे दर आए दीवाने
Deewane Aaaye Deewane, Tere Dar Aaye Deewane
दीवाने हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के,,, जय हो
Deewane Hain Deewane Maiya, Tere Naam Ke… Jai Ho
इक्क, तेरा मेरा बंधन, बाकी किस काम के
Ikk Tera Mera Bandhan Baaki Kisi Kaam Ke
दीवाने, आए दीवाने, तेरे दर आए दीवाने
Deewane Aaaye Deewane, Tere Dar Aaye Deewane
दीवाने हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के
Deewane Hain Deewane Maiya, Tere Naam Ke
^
तेरे दर पे, आए सभी, कोई राजा कोई भिखारी,
Tere Dar Pe Aaye Sabhi, Koi Raja Koi Bhikhari
माँ के लिए तो, प्यारा वोह है, जिसको माँ है प्यारी
Maa Ke Liye To, Pyaara Woh Hai Jisko Maa Hai Pyaari
मन के अंदर, माँ के प्रेम का, नंबर जब हो भारी,
Mann Ke Ander, Maa Ke Prem Ka, Number Jab Ho Bhari
भवन में नंबर, लग जाता है, आती दरस की वारी
Bhavan Mein Number, Lag Jata Hai, Aati Daras Ki Waari
वोह आए हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के,,, जय हो
Who Aaye Hain, Deewane Maiya, Tere Naam Ke… Jai Ho
इक्क, तेरा मेरा बंधन, बाकी किस काम के
Ikk Tera Mera Bandhan Baaki Kisi Kaam Ke
दीवाने हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के
Deewane Hain Deewane Maiya, Tere Naam Ke
^
रोम रोम से, जय माता दी, करता जाऊँ मईया,
Rom Rom Se, Jai Mata Di Karta Jaun Maiya
साँस साँस में, नाम तेरा ही , भरता जाऊँ मईया
Saans Saans Mein, Naam Tera Hi, Bharta Jaun Maiya
ओ मैं बेटा, तूँ माता मेरी, तूँ ही मेरी खवईया,
Who Main Beta, Tu Mata Meri Tu Hi Meri Khwaiya
बीच भंवर में, छोड़ के बैठा, तेरे नाम की नईया
Beech Bhanvar Mein Chhod Ke Baitha, Tere Naam Ki Naiya
यह आए हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के,,, जय हो
Yeh Aaye Hain, Deewane Maiya, Tere Naam Ke… Jai Ho
इक्क, तेरा मेरा बंधन, बाकी किस काम के
Ikk Tera Mera Bandhan Baaki Kisi Kaam Ke
दीवाने हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के
Deewane Hain Deewane Maiya, Tere Naam Ke
^
तूँ ही मेरी, मात पिता है, सखा व् धर्म की बहना,
Tu Hi Meri, Maat Pita Hai, Sakha Vo Dharm Ki Bahena
अंग अंग में, पहन लिया तेरे, "नाम का मैंने गहना
Aang Aang Mein, Pehan Liya Tere, Naam Ka Maine Gehna
ओ जय माता की, धुन में मईया, मुझको मगन हैं रहना,
Woh Jai Mata Ki, Dhun Mein Maiya, Mujhko Magan Hai Rahena
चाहे स्याना, कहे कोई, चाहे दीवाना कहना
Chahe Sayana Kahe Koi Chahe Deewana Kehna
लो आए हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के,,, जय हो
Lo Aaye Hain Deewane Maiya Tere Naam Ke… Jai Ho
इक्क, तेरा मेरा बंधन, बाकी किस काम के xll
Ikk Tera Mera Bandhan Baaki Kisi Kaam Ke
दीवाने हैं, दीवाने मईया, तेरे नाम के
Deewane Hain Deewane Maiya, Tere Naam Ke


Follow us on our Social Media Platforms :
► Facebook:   / bhaktiprem  
​► Instagram:   / bhaktiprem  
​► Twitter:   / bhaktiprem1  

Join Us On:
Tips Bhakti Prem -    / bhaktiprem  
Tips Official -    / tipsofficial  
Tips Jhankar Gaane -    / jhankargaane  
Tips Films:    / tipsfilms  
Tips Punjabi:    / tipspunjabi  
Tips Marathi -    / tipsmarathi  
Tips Bhojpuri:    / tipsbhojpuri  
90’s Gaane:    / 90sgaane  
Volume:    / volume  
Tips Haryanvi:    / tipsharyanvi  
Tips Gujrati:    / tipsgujarati  
Tips Telugu:    / tipstelugu  
Tips Sindhi:    / tipssindhi  
Tips Ibadat:    / tipsibadat  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке