Shivling, amrit kalash, kumbh mela aur naga sadhu ka Rahasya | Subham Shastri Ji

Описание к видео Shivling, amrit kalash, kumbh mela aur naga sadhu ka Rahasya | Subham Shastri Ji

Podcast Episode 8: Iss episode mein humne Shri Subham Shastri ji ke saath Sanatan Dharma, Shiv Bhakti, aur Kumbh Mela se jude gehre aur rochak sawalon par charcha ki. Shastri ji ne apne anubhav aur gyaan se in topics ko simplify kiya aur kuch unknown facts bhi share kiye. Topics jo humne cover kiye:

• Mahadev ka roop aur importance: Shivling kyun aur kaise poojte hain?

• Women aur Shiv Bhakti: Kya mahilayein "Om Namah Shivay" ka jaap kar sakti hain? Periods mein puja aur rudraksh ka significance.

• Kailash aur Mansarovar: Kailash Parvat ka rahasya, Mansarovar ki adhyatmik kahani aur hanson ka connection.

• Naga Sadhus ka rahasya: Unki shaktiyan, jeevan kaise hota hai, aur kya mahilayein naga sadhu ban sakti hain?

• Kumbh aur MahaKumbh: Prayagraj ke Kumbh Mela ka historical aur spiritual significance aur iska impact humare dharm aur economy par.


Yeh episode un sab ke liye hai jo Sanatan Dharma aur Shiv Bhakti ki gehraiyon ko samajhna chahte hain. Don’t miss this enlightening discussion with Subham Shastri ji.

🎧 GenZveda - Bridging Ancient Wisdom with Modern Thinking.
--

Subscribe करें 'GenZveda' को और अपनी आध्यात्मिक यात्रा शुरू करें।

Subham Shastri Ji Instagram -
  / subh___sha_  

Follow Us on Instagram -
  / genz_veda  

Agar aapko ye podcast pasand aaye, to hamare channel ko subscribe kijiye aur naye episodes ke liye notifications zarur on karein. Hamein comment karke batayein ki aapko sabse rochak baat kaun si lagi.

Har Har Mahadev 🙏

Time stamp:
00:00 - Precap
01:20 - Intro
01:35- Aapke liye shiv kya h?
2:34 - Kyu mahilaon ko Om Namah Sivay ja Jaap nhi Krna chahiye?
4:00 - Kya ladies ko periods ke time rudraksh nhi pahnna chahiye?
04:45 - Shivling Pooja vidhi
10:20 - Bhagwan Shiv ko hi shivling roop me kyu pooja jata h?
14:45 - Kya bhagwan shiv aaj bhi Kailash par h?
18:42 - Kya sach me aaj bhi vhan kai sant 1000 saal se tapasya ke rhe h?
20:40 - Mahakumbh aur Amrit Kalash ka connection
24:51 - Naga sadhu kaun hai aur kaise bante h?
36:00 - Ham apne isht ko kaise chune?
36:52 - Shivshakti kaun h?
41:30 - Mahashivratri Vrat kaise kre?
52:36 - Jb aap bahar hote hai to aap shiv ji ki pooja kaise krte h?
58:11 - Surya dev ki pooja kaise kre?




Keywords: Sanatan Dharma, Shiv Bhakti, Kumbh Mela, Kailash Parvat, Naga Sadhu, Om Namah Shivay, Rudraksh, Mansarovar, Prayagraj, MahaKumbh.
Hashtags: #SanatanDharma #ShivBhakti #KumbhMela #GenZveda #Mahadev #OmNamahShivay #KailashParvat #NagaSadhu #MahaKumbh #Spirituality #IndianCulture #AncientWisdom

Комментарии

Информация по комментариям в разработке