Muhammad Shaikh Lecture - Moosa pbuh ketni baar hajj karne kay liye Mecca aaey? - 7/10 - Toore Seena

Описание к видео Muhammad Shaikh Lecture - Moosa pbuh ketni baar hajj karne kay liye Mecca aaey? - 7/10 - Toore Seena

Interactive E-Catalogue English
https://drive.google.com/file/d/1G8BT...

Interactive E-Catalogue Urdu
https://drive.google.com/file/d/110vK...

Download the pdf file of Jabl-e-Noor
https://www.muhammadshaikh.com/urdu_p...

00:00 question/answers
01:56 az-zukhruf 43:51
03:10 al-qasas 28:4
03:56 al-qasas 28:7
04:55 al-qasas 28:8
06:00 al-qasas 28:9
08:00 al-qasas 28:13
08:53 al-qasas 28:14
10:18 al-ahqaf 46:15
10:40 al-kahf 18:60
12:49 al-kahf 18:61
13:31 al-kahf 18:64
14:15 al-kahf 18:65
16:11 al-kahf 18:78
16:56 al-kahf 18:82
18:50 al-qasas 28:15
21:35 al-qasas 28:18
22:27 al-qasas 28:20
24:22 al-qasas 28:23
26:24 al-qasas 28:24
27:52 al-qasas 28:25
30:50 al-qasas 28:26
32:46 al-qasas 28:27
35:54 al-qasas 28:28
37:06 al-araf 7:142
38:30 al-baqara 2:194
39:12 al-baqara 2:196

محمد شیخ لیکچر - موسیّٰ کتنی بار حج کرنے کے لئے مکہ آئے۔ ؟

Muhammad Shaikh Lecture - Moosa pbuh ketni baar hajj karne kay liye Mecca aaey? - 7/10 - Toore Seena

محمد شیخ لیکچر ۔ طورسینا ۔ 2017 ۔ القرآن کیا کہتا ہے
محمد شیخ کے سلسلے وار درس ۔ القران کیا کہتا ھے

2017 - بیان کا سال

Muhammad Shaikh Lecture - Mukhtalif mazahib sey munsalik paharon ka taarruf. - 1/10 - Toore Seena
   • Muhammad Shaikh Lecture - Mukhtalif m...  
Muhammad Shaikh ki zatee zindagi ka jabal e Noor sey ghair mamooli taalluq. - 2/10 - Toore Seena
   • Muhammad Shaikh ki zatee zindagi ka j...  
Kia Allah nay pahar ko tukrey tukrey kar kay usay khaime ki shakal mei nahi bana diya? - 3/10
   • Kia Allah nay pahar ko tukrey tukrey ...  
Muhammad Shaikh Lecture - Kia Quran pahar per naazil kiya gaya? - 4/10 - Toore Seena
   • Muhammad Shaikh Lecture - Kia Quran p...  
Kia Allah aasmano aur zameen ka noor / roshni nahi hai? - 5/10 - Toore Seena
   • Kia Allah aasmano aur zameen ka noor ...  
Muhammad Shaikh Lecture - Kia tur e seena aman walay balad mei nahi hai? - 6/10 - Toore Seena
   • Muhammad Shaikh Lecture - Kia tur e s...  
Muhammad Shaikh Lecture - Moosa pbuh ketni baar hajj karne kay liye Mecca aaey? - 7/10 - Toore Seena
   • Muhammad Shaikh Lecture - Moosa pbuh ...  
Kia Allah nay Mecca ko but parasti sey mehfooz nahi kiya? - 8/10 - Toore Seena
   • Kia Allah nay Mecca ko but parasti se...  
Wo chaalees raatain konsi hain jinka Allah nay Moosa pbuh sey waada kiya? - 9/10 - Toore Seena
   • Wo chaalees raatain konsi hain jinka ...  
Allah ne Moosa pbuh ko aik shakhs ke qatal ki saza kyon nahi di? - 10/10 - Toore Seena
   • Allah ne Moosa pbuh ko aik shakhs ke ...  

اسی وجہ سے دنیا کے بہت سے انسانی مذاہب میں پہاڑوں کو بہت اہمیت حاصل ہے جس کے پیچھے یہ تصور موجود ہے کہ شاید پہاڑ پر چڑھ کر اللہ سے بات چیت کی جا سکتی ہے اور اس کا قرب حاصل ہو سکتا ہے - اس درس میں نہ صرف مختلف طرح کے پہاڑوں کی ہیئت اور ان کے مختلف رنگوں کی اقسام کا ذکر کیا گیا ہے اور یہ بھی بتایا گیا ہے کہ کون سے مخصوص پہاڑ مختلف مذاہب میں اہمیت کا درجہ رکھتے ہیں بلکہ یہ بھی وضاحت کی گئی ہے کہ قرآن میں اللہ نے ایک خاص پہاڑ کا بھی ذکر کیا ہے جو ایک رسول کی شخصیت کے واقعہ کے ساتھ منسلک ہے - یہ پہاڑ جبل نور / روشنی کے پہاڑ کے نام سے جانا جاتا ہے اور اسی پہاڑ پر غار حرا بھی ہے - قرآن کی آیات کے مطابق یہ پہاڑ کیا اہمیت رکھتا ہے اور اسکی مکانیت کہاں ہے اور اس کا صحیح تصور اور نظریہ کیا ہے اسکے لئے یہ درس دیکھنا لازمی ہے -

Isi wajah se dunya ke bohat se insani mazahib mein paharon ko bohat ahmiyat hasil hai jis ke peechey ye tasweer mojood hai ke shayad pahar par charh kar Allah se baat cheet ki jasakti hai aur iss ka qurb hasil ho sakta hai - Iss dars mein na sirf mukhtalif tarha ke paharon ki hiyat aur inn ke mukhtalif rangon ki aqsaam ka zikr kiya gaya hai aur ye bhi bataya gaya hai ke kaun se makhsoos pahar mukhtalif mazahib mein ahmiyat ka darja rakhte hein balke ye bhi wazahat ki gai hai ke Quran mein Allah ne aik khas pahar ka bhi zikr kiya hai jo aik Rasool ki shakhsiyat ke waqia ke saath munsalik hai. Ye pahar Jabl e Noor / Roshni ke pahar ke naam se jana jata hai aur isi pahar par Ghar e Hira bhi hai. Quran ki ayaat ke mutabiq ye pahar kiya ahmiyat rakhta hai aur iski makaniyat kahan hai aur iss ka sahi tasawur aur nazarya kya hai iske liye dars dekhna lazmi hai.

Agar aap ke paas koi sawal hai ya kisi wazahat ki zarorat hai to baraey meharbani Muhammad Shaikh se E-mail ya Facebook par rabta kar sakte hein. [email protected]
Copyright ©️ 2024 Muhammad Shaikh

Copyright of this video belongs to Muhammad Shaikh. No portion of this video or any images or audio therefrom may be published, disseminated, transmitted, downloaded, or replayed in any manner without the express written consent of the copyright holder.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке