Saghar Siddiqui - GHAZAL -Lab Hile Aur Shikayat Ne Dam Tor Diya - HEAT TOUCHING URDU POETRY

Описание к видео Saghar Siddiqui - GHAZAL -Lab Hile Aur Shikayat Ne Dam Tor Diya - HEAT TOUCHING URDU POETRY

Urdu Poetry of Saghar Siddiqui
Ghazal: Lab Hile Aur Shikayat Ne Dam Tor Diya
Recitation: Raheel Farooq

لب ہلے اور شکایات نے دم توڑ دیا

ساغرؔ صدیقی کی دل کو چھو لینے والی غزل - اردو شاعری

---------

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

LEHJA PODCAST

Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com.

https://anchor.fm/urdurecitation

LEHJA STORE

Love the classics? Buy the classics!

T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art.

https://store.recitation.net

FOLLOW US

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

---------

POETRY TEXT:

مکمل غزل کا اردو متن:

محفلیں لٹ گئیں جذبات نے دم توڑ دیا
ساز خاموش ہیں نغمات نے دم توڑ دیا

ہر مسرت غمِ دیروز کا عنوان بنی
وقت کی گود میں لمحات نے دم توڑ دیا

ان گنت محفلیں محرومِ چراغاں ہیں ابھی
کون کہتا ہے کہ ظلمات نے دم توڑ دیا

آج پھر بجھ گئے جل جل کے امیدوں کے چراغ
آج پھر تاروں بھری رات نے دم توڑ دیا

جن سے افسانۂ ہستی میں تسلسل تھا کبھی
ان محبت کی روایات نے دم توڑ دیا

جھلملاتے ہوئے اشکوں کی لڑی ٹوٹ گئی
جگمگاتی ہوئی برسات نے دم توڑ دیا

ہائے آدابِ محبت کے تقاضے ساغرؔ
لب ہلے اور شکایات نے دم توڑ دیا

Full Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta):

mahfileñ luT ga.iiñ jazbāt ne dam toḌ diyā
saaz ḳhāmosh haiñ naġhmāt ne dam toḌ diyā

har masarrat ġham-e-dīroz kā unvān banī
vaqt kī god meñ lamhāt ne dam toḌ diyā

an-ginat mahfileñ mahrūm-e-charāġhāñ haiñ abhī
kaun kahtā hai ki zulmāt ne dam toḌ diyā

aaj phir bujh ga.e jal jal ke umīdoñ ke charāġh
aaj phir tāroñ bharī raat ne dam toḌ diyā

jin se afsāna-e-hastī meñ tasalsul thā kabhī
un mohabbat kī rivāyāt ne dam toḌ diyā

jhilmilāte hue ashkoñ kī laḌī TuuT ga.ī
jagmagātī huī barsāt ne dam toḌ diyā

haa.e ādāb-e-mohabbat ke taqāze 'sāġhar'
lab hile aur shikāyāt ne dam toḌ diyā

#Urdu #Shayari #Ghazal

Комментарии

Информация по комментариям в разработке