4 Steps for Deep Focus in Studies ⚡ Padhai में Extreme ध्यान कैसे लगाए?

Описание к видео 4 Steps for Deep Focus in Studies ⚡ Padhai में Extreme ध्यान कैसे लगाए?

4 Steps for Deep Focus in Studies ⚡ Padhai में Extreme ध्यान कैसे लगाए? | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

🙏 KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram -   / motivation_quoteshala  
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala

✅ Topics Covered
Padhai में ध्यान कैसे लगाए?, how to build deep focus in studies, concentration kaise kare?

🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Boards ka datesheet release hone ke bad
jab shikhar ne DEEP WORK ko
Apna 15 din me top karne ka secret bataya!
Audience me se Ishika ka sawal aya!
“Deep work ka matlab toh samaj aa gaya
Ki kisi bhi kam ko apne peak concentration state,
Or zero distraction se karna jis se mushkil chize bhi
assani se samaj aur yaad ho jayegi! Par itna deep focus kare kasie”
Deep Focus ka routine bana ne ke Liye 4 Step DSLR Rule Hai
Step 1 D for Duration Tum jo bhi kam karne wale ho, usko ek fix time allot kardo
For example Maths ki exercise ko 30 mins dedo
Fir Pomofocus.io website pe apna 30 mins ka timer on kardo
Time ki clarity hone se mind focused rahega!
Step 2 S for Structure Padhte waqt distraction khatam karne ke liye kuch structures hai
Jaise No Internet Zone, No Snacks No Kitchen Zone
Kitchen me jake kuch bhi kahana mana hai
No Phone Zone ya No Talking Zone kisi se bhi bat nahi karni
Step 3 L for Location Ek distraction or sound free jaga chuno
Aur har din same us ek jaga par padho
Environment familiarity ki waja se brain ko signal milega
Ki toh mere kam karne ki jaga hai! For Ex. study desk ya library
Step 4 R for Requirements
Deep Focus ke 5, 10 session ke bad tumhe pata chal jayega
Ki focus se padhne ke liye tumhe kuch chize chaiye
Jaise noise cancelling earplugs, Pani Ki Bottle,
Ya koi online youtube lecture, toh agli bar use le kar baitho.

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg 🔥 Motivation Videos @    • Aag 🔥 Motivation Videos  

🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Комментарии

Информация по комментариям в разработке