Shayad Meri Shaadi Ka Khayal | Souten (1983) | Rajesh Khanna | Tina Munim | Romantic Hindi Songs

Описание к видео Shayad Meri Shaadi Ka Khayal | Souten (1983) | Rajesh Khanna | Tina Munim | Romantic Hindi Songs

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal, Dil Me Aaya Hai - शायद मेरी शादी का ख्याल दिल में आया है is a somnng sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from the movie Souten(1983) starring Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore and Yogeeta Bali in the lead roles

Song - Shayad Meri Shaadi Ka Khayal Dil Mein Aaya Hai
Movie - Souten (1983)
Actor (s) - Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Yogeeta Bali
Singer (s) - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music Director: Usha Khanna
Lyricist - saawan kumar & Pradip Kaushik

#evergreenhits #oldhindisongs #evergreensongs #bollywoodsongs #superhitsongs #romantichindisongs #romanticstatus #filmisongs #latamangeshkarsongs #kishorekumar #rajeshkhanna #tinamunim

Subscribe to    / @filmi_songs   for the best filmi songs

Lyrics of Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal, Dil Me Aaya Hai - शायद मेरी शादी का ख्याल दिल में आया है
shayad meri shadi ka khayal
shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
kya kaha phir se dohrana na
shayad meri shadi ka khayal
shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai
kyu hai na, nahi nahi

thik tum char baje ghar chale aana
mera hath maang lena zara na sharmana
thik tum char baje ghar chale aana
mera hath maang lena zara na sharmana
saat phere mere sang sapne dekh rahi ho
khili hui dhup me tare dekh rahi ho
are nahi nahi baba chay nahi pina, kyu kyu
tauba meri tauba maf kar dena
inhi adao par to haye apna dil aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai

dillagi na karo chhedo na hamko sanam
haa kaho ghar chalo tumako meri qasam
dillagi na karo chhedo na hamko sanam
haa kaho ghar chalo tumako meri qasam
janeman mana ham tumpe marte hai
pyar to thik hai shadi se darte hai
shadi se pahale to sab achha lagta hai
sari umar ko phir rona padta hai
inhi adao par to haye apna dil aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai
are nahi baba
shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
tumhe meri qasam aaoge na
nahi bilkul nahi, haan teri qasam aaunga

Follow us on:
Facebook - Follow us on   / shemaroofilm.  .
Twitter -   / filmigaane  
Instagram -   / shemaroofil.  .

Комментарии

Информация по комментариям в разработке