Amjad Islam Amjad Shayari | Jaise Main Dekhta Hoon Log Nahi Dekhte Hain Urdu Poetry Whatsapp Status

Описание к видео Amjad Islam Amjad Shayari | Jaise Main Dekhta Hoon Log Nahi Dekhte Hain Urdu Poetry Whatsapp Status

Amjad Islam Amjad, hugely famous urdu poet and writer from Lahore Pakistan, narrating his beatiful ghazal " Jaise Main Dekhta Hoon Log Nahi Dekhte Hain, Zulm Hota Hai Kahin Or Kahin Dekhte Hain " in a mushaira in Bahrain. Amjad Islam Amjad Shayari Urdu Poetry Whatsapp Status video presented by Bazm e Rekhta

Poet: Amjad Islam Amjad امجد اسلام امجد अमजद इस्लाम अमजद

Like, Comment and SUBSCRIBE for More Poetic Videos! https://bit.ly/2UbLiHy

#BazmeRekhta #AmjadIslamAmjad
Facebook : https://bit.ly/2T83IYG
Instagram : https://bit.ly/2MlWD4p
Twitter : https://bit.ly/2U6t4X9
TikTok : https://bit.ly/358dZcI


Jaise main dekhta hun log nahin dekhte hain
Zulm hota hai kahin aur kahin dekhte hain

Teer aaya tha jidhar ye mere shahr ke log
Kitne sada hain ki marham bhi wahin dekhte hain

Kya hua waqt ka dawa ki har ek agle baras
Hum use aur hasin aur hasin dekhte hain

Us gali mein hamein yun hi to nahin dil ki talash
Jis jagah khoe koi chiz wahin dekhte hain

Shayad is bar mile koi bashaarat 'amjad'
Aaiye phir se muqaddar ki jabin dekhte hain

--

جیسے میں دیکھتا ہوں لوگ نہیں دیکھتے ہیں
ظلم ہوتا ہے کہیں اور کہیں دیکھتے ہیں

تیر آیا تھا جدھر یہ مرے شہر کے لوگ
کتنے سادا ہیں کہ مرہم بھی وہیں دیکھتے ہیں

کیا ہوا وقت کا دعویٰ کہ ہر اک اگلے برس
ہم اسے اور حسیں اور حسیں دیکھتے ہیں

اس گلی میں ہمیں یوں ہی تو نہیں دل کی تلاش
جس جگہ کھوئے کوئی چیز وہیں دیکھتے ہیں

شاید اس بار ملے کوئی بشارت امجدؔ
آئیے پھر سے مقدر کی جبیں دیکھتے ہیں

--

जैसे मैं देखता हूँ लोग नहीं देखते हैं
ज़ुल्म होता है कहीं और कहीं देखते हैं

तीर आया था जिधर ये मिरे शहर के लोग
कितने सादा हैं कि मरहम भी वहीं देखते हैं

क्या हुआ वक़्त का दा'वा कि हर इक अगले बरस
हम उसे और हसीं और हसीं देखते हैं

उस गली में हमें यूँ ही तो नहीं दिल की तलाश
जिस जगह खोए कोई चीज़ वहीं देखते हैं

शायद इस बार मिले कोई बशारत 'अमजद'
आइए फिर से मुक़द्दर की जबीं देखते हैं


Keywords:
amjad islam amjad poetry,
urdu poetry,
amjad islam amjad,
amjad islam amjad shayari,
urdu shayari,
amjad islam amjad urdu poetry,
amjad islam amjad ghazal,
best urdu poetry,
amjad islam amjad poetry whatsapp status,
amjad islam amjad mushaira,
amjad islam amjad best poetry,
amjad islam amjad poetry,
amjad islam amjad poetry urdu,
amjad islam amjad urdu shayari,
amjad islam amjad interview,
amjad islam amjad ki shayari,
amjad islam amjad poetry status,

Комментарии

Информация по комментариям в разработке