मानसिक बीमारी के लक्षण || Symptoms of Mental Illness

Описание к видео मानसिक बीमारी के लक्षण || Symptoms of Mental Illness

मानसिक बीमारी के लक्षण || Symptoms of Mental Illness #drpraveentripathi #mentalhealth

Kuch common sawal jo log puchte hain, jaise ki
Mansik bimari kya hoti hain?
Mansik bimari ko kaise pehechane?
Mansik bimari ke lakshan kya hote hain?
Dimagi bimari ke lakshan kya hote hain?
Mansik rogo ko kaise pehchane?
Psychiatric disorders ke symptoms kya hote hain?
Psychological problem ke symptoms kya hote hain?
mansik rog ke lakshan kya hote hain?
Mansik tanav ki bimari?
मानसिक रोग का अर्थ स्पष्ट कीजिए?
मानसिक रूप से अस्वस्थ व्यक्ति के लक्षण
Inke jawab iss video mein diye gaye hain

For appointments at Renowa Care, call - 9013821178, 9999808648

Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.

Course ko join karne ke liye iss link par click karein- https://courses.mindsolves.com/course...

Website- https://www.renowacare.com
Email- [email protected]
Facebook page:   / drpraveentripathipsy  
Instagram:   / drpraveentripathipsy  
Twitter:   / drpraveenpsy  

Timestamps-
00:00 - Mansik bimari ko pehchane kaise, kab mansik rog visheshagya se milein?
00:27 - Kya mansik rogon ke liye koi blood test hota hai?
00:50- Mansik bimari ka diagnosis kaise kiya jaata hai?
01:07- Mansik rogon mein common symptoms kya milte hain?
01:48 - Mansik rogon mein hone wali emotions ki abnormalities
04:18- Mansik bimari mein hone wali vicharon ki ya thoughts ki abnormalities
08:30- Mansik bimari mein hone wali pereceptions ki abnormalities
10:04- Neend ki samasya, aur bhook ki samasya mansik bimari ka lakshan
11:55- Masnik bimari ko kaise samjhe, conclusion
13:03- Depression se bahar nikalne ke liye, Dr. Praveen Tripathi ka course join karein

Mansik bimariyon ko pehchane kaise, kaise samjhe ki aapke khud ke sath ya fir kisi parivar wale ke sath jo ho raha hai vo normal, nahi hai, vo beemari ka lakshan hai, kab kisi professional ki help li jaye ?
Mansik bimariyon ko pehchanane mein sabse badi samasya ye aati hai ki koi blood test nahi hai aaj ki tarikh me hamare paas jisko kar ke hum pata kar le ki kon si mansik bimari hai ya fir aesa bhi nahi hai ki hum C.T. SCAN ya MRI kar ke maansik bimariyon ko 100% se bol paye ki han is waqt in ko ye bimari hai . Halanki aesi kai janche hain jo ki ki ja sakti hain lekin abhi tak unko clinically istemal nahi kiya jata h kyunki vo har patients me nahi milti hain . to jaha pe janche nahi hai vaha pe pura ka pura daromdaar history taking pe rehta hai aur symptoms ke upar rehta hai matlab ki lakshano ke basis pe aap diagnose kar pate hain ya bata pate hain ki kisi vyakti ko ye mansik bimari hai ya nahi .

Ab yadi agar hum kisi ek particular bimari ki baat na kare jaise hum depression anxiety psychosis kisi ek particular bimari ki baat na kar ke ek overall dekhna chahe mansik bimariyon ke baare me to aap dekhenge ki jadatar logon me ya to emotion ki koi dikkat dikhegi symptoms ke naam pe emotional abnormality aayengi ya fir thoughts ke level pe ayengi soch ke level pe ayengi kuch logon me jisko hum log bolte hain perceptions uspe aati hain aur baki kuch logon me nind ki ya bhukh ki aati hain dikkate inke charo ke baare me mai details me baat krunga is video me

#depression #mentalhealthawareness

Комментарии

Информация по комментариям в разработке