Mola ali k ghar mola ghazi k hujray me noha khwani kartay huay ..
all rights are reserved with Ridakarbalaiofficial, we dont allow any one to upload or use our content on website or any social media platforms without our permission
#mereghazikahanho #ridakarbalai
#newnoha #aliunwaliullah #nohay #nohay2021 #1443 #terijageersechalparaqafila #nohamolaabbas #Ridakarbalai #koofa #molaalikaghar
facebook
/ ridakarbalai110
instagram
/ rida_karbalai11...
youtube https://www.youtube.com/channel/Ucwfh... Go
Email
[email protected]
lyrics
(Terijageer se, chal para kaafla, mere ghazi
kahaan ho) x2
1. ay mere bawafa, hai bahan berida, mere
ghazi kahaan ho Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi
kahaan ho
2. Tujhko dekhe bina, chayn ata nahi Noke neza pe sar tera milta nahi Me ziyarat karun, kistarha ye bataa, mere ghazi kahaan ho Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi kahaan ho
3. Laaj rakhlo bahan ki baradar mere
Khaak maqtal mere sar ka parda bane, Hukm dedo zara, muntazir hai hawa, mere ghazi kahaan ho
Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi kahaan ho
4. Tere bazu mujhe raste me mile, Mene chadar samaj kar wo sar par rakhe Bazuwo se tera, puchhti hu pata, mere ghazi Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi
kahaan ho
kahaan ho
5. Dekh kar behn ko dasht me nange sar, Kya haya agayi, chhup gaye ho kidhar. Khud chali awungi, tum bataado zara, mere
ghazi kahaan ho
Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi
kahaan ho
6. Mene bachpan me lori sunayi tujhe, Menay chalna sikhaya tha bhayi tujhay Raah pur khaar par, mujhko chalna sikha, mere ghazi kahaan ho Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi kahaan ho
7. Wo teri laadli wo sakina teri Chalte naaqe se jab khaak par ghir gayi
Dekhti reh gayi, wo suwe algama, mere ghazi kahaan ho Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi kahaan ho
8. Jo bane murtaza me wo ehsas hun. Berida bibiyon ki me Abbas hun Tum meri aas the, ay mere bawafa, mere ghazi kahaan ho
Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi kahaan ho
9. Waris-e-ambhiya ki me hamsheer hun, ehle haider hun quran ki tafseer hun,
koi Yawar nahi, kisko du me sadaa, mere ghazi kahaan ho
Teri jageer se, chal para kaafla, mere ghazi kahaan h
Информация по комментариям в разработке