Dilawar Figar - Funny Poetry - AIK DO TEEN CHAR HAD KAR DI - Mazahiya Urdu Shayari

Описание к видео Dilawar Figar - Funny Poetry - AIK DO TEEN CHAR HAD KAR DI - Mazahiya Urdu Shayari

Urdu Poetry of Dilawar Figar
Ghazal: Aik Do Teen Char Had Kar Di
Recitation: Raheel Farooq

آدمی شاہکارِ فطرت ہے
میرے پروردگار حد کر دی

شہنشاہِ ظرافت دلاور فگارؔ کی مزاحیہ شاعری

اردو غزل: ایک دو تین چار حد کر دی

---------

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

LEHJA PODCAST

Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com.

https://anchor.fm/urdurecitation

LEHJA STORE

Love the classics? Buy the classics!

T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art.

https://teespring.com/stores/urdu

FOLLOW US

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

---------

POETRY TEXT:

غزل کا مکمل اردو متن:

حسن پر اعتبار حد کر دی
آپ نے بھی فگارؔ حد کر دی

آدمی شاہکارِ فطرت ہے
میرے پروردگار حد کر دی

شامِ غم صبحِ حشر تک پہنچی
اے شبِ انتظار حد کر دی

ایک شادی تو ٹھیک ہے لیکن
ایک دو تین چار حد کر دی

زوجہ اور رکشا میں ارے توبہ
داشتہ اور بکار حد کر دی

چھ مہینے کے بعد نکلا ہے
آپ کا ہفتہ وار حد کر دی

گھر سے بھاگے تو کوئی بات نہیں
زندگی سے فرار حد کر دی

ایک مصرعے میں مثنوی لکھ دی
اس قدر اختصار حد کر دی

کیا مرصع غزل کہی ہے فگارؔ
آج تو تو نے یار حد کر دی

Full Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta):

husn par e'tibār had kar dī
aap ne bhī 'figār' had kar dī

aadmī shāhkār-e-fitrat hai
mere parvardigār had kar dī

shām-e-ġham sub.h-e-hashr tak pahuñchī
ai shab-e-intizār had kar dī

ek shādī to Thiik hai lekin
ek do tiin chaar had kar dī

zauja aur rickshaw meñ are tauba
dāshta aur ba-kār had kar dī

chhe mahīne ke ba.ad niklā hai
aap kā hafta-vār had kar dī

ghar se bhāge to koī baat nahīñ
zindagī se farār had kar dī

ek misre meñ masnavī likh dī
is qadar iḳhtisār had kar dī

kyā murassā ġhazal kahī hai 'figār'
aaj to tū ne yaar had kar dī

#UrduPoetry #Urdu #Shayari

Комментарии

Информация по комментариям в разработке