Hafeez Jalandhari - GHAZAL SHAYARI - Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karun - URDU POETRY CHANNEL

Описание к видео Hafeez Jalandhari - GHAZAL SHAYARI - Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karun - URDU POETRY CHANNEL

Urdu Poetry of Hafeez Jalandhari
Ghazal: Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karun
Recitation: Raheel Farooq

دل سے ترا خیال نہ جائے تو کیا کروں

ابو الاثر حفیظؔ جالندھری کی غزل - اردو شاعری

---------

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

LEHJA PODCAST

Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com.

https://anchor.fm/urdurecitation

LEHJA STORE

Love the classics? Buy the classics!

T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art.

https://store.recitation.net

FOLLOW US

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

---------

POETRY TEXT:

غزل کا اردو متن:

دل سے ترا خیال نہ جائے تو کیا کروں
میں کیا کروں کوئی نہ بتائے تو کیا کروں

امید دل نشیں سہی دنیا حسیں سہی
تیرے بغیر کچھ بھی نہ بھائے تو کیا کروں

دل کو خدا کی یاد تلے بھی دبا چکا
کم بخت پھر بھی چین نہ پائے تو کیا کروں

دن ہو کہ رات ایک ملاقات کی ہے بات
اتنی سی بات بھی نہ بن آئے تو کیا کروں

جو کچھ بنا دیا ہے ترے انتظار نے
اب سوچتا ہوں تو ادھر آئے تو کیا کروں

دیدہ ورانِ بت کدہ اک مشورہ تو دو
کعبہ جھلک یہاں بھی دکھائے تو کیا کروں

یہ ہائے ہائے مضحکہ انگیز ہے تو ہو
دل سے اٹھے زبان جلائے تو کیا کروں

میں کیا کروں میں کیا کروں گردان بن گئی
میں کیا کروں کوئی نہ بتائے تو کیا کروں

اخبار سے مری خبرِ مرگ اے حفیظؔ
میرا ہی دوست پڑھ کے سنائے تو کیا کروں

Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta):

dil se tirā ḳhayāl na jaa.e to kyā karūñ
maiñ kyā karūñ koī na batā.e to kyā karūñ

ummīd-e-dil-nashīñ sahī duniyā hasīñ sahī
tere baġhair kuchh bhī na bhaa.e to kyā karūñ

dil ko ḳhudā kī yaad tale bhī dabā chukā
kam-baḳht phir bhī chain na paa.e to kyā karūñ

din ho ki raat ek mulāqāt kī hai baat
itnī sī baat bhī na ban aa.e to kyā karūñ

jo kuchh banā diyā hai tire intizār ne!
ab sochtā huuñ tū idhar aa.e to kyā karūñ

dīda-varān-e-but-kada ik mashvara to do
ka.aba jhalak yahāñ bhī dikhā.e to kyā karūñ

ye haa.e haa.e maz.haka-añgez hai to ho
dil se uThe zabān jalā.e to kyā karūñ

maiñ kyā karūñ maiñ kyā karūñ gardān ban ga.ī
maiñ kyā karūñ koī na batā.e to kyā karūñ

aḳhbār se mirī ḳhabar-e-marg ai 'hafīz'
merā hī dost paḌh ke sunā.e to kyā karūñ

#UrduPoetry #Urdu #Shayari

Комментарии

Информация по комментариям в разработке