Nalli Nehari Recipe By Zing Edibles

Описание к видео Nalli Nehari Recipe By Zing Edibles

#tranding #youtube #zingedibles Nalli Nehari recipe by zing edibles

In This Vides :-

nalli nihari recipe
nalli nihari
nalli nihari recipe with shan
masala
nalli nihari street food
nalli pulao recipe food fusion
nalli biryani
nalli biryani recipe
nalli pulao recipe
nalli biryani karachi
nalli recipe

Directions:
-Frying pan mein hari elaichi,laung,sabut
kali mirch,badi elaichi,badiyan ka
phool,javitrijaifil,sonth, saunf,zeera,pipli,tez
patta,sabut dhania,darchini aur ajwain dal dein aur
darmiyani ancch per khushbu anay tak dry roast
ker lein (2 minutes) & thanda ker lein.
-Spice mixer mein roasted spices dal dein aur
grind ker ka powder tayyar ker lein.
-Namak,lal mirch powder,haldi powder & kashmiri
lal mirch powder dal ker ache tarhan grind ker lein
aur bowl mein nikal lein.
-Us he frying pan mein atta aur baisan dal dein aur
khushbu anay tak dry roast ker lein (2 minutes) &
thanda ker lein.
-Us he bowl mein nikal lein aur ache tarhan mix ker
lein.Nihari masala tayyar hai!
-Airtight jar mein dal ker 2 weeks kliya counter
per aur 6 months kliya refrigerator mein store ker
saktay han.
Prepare Beef Nihari:
-Pani dal ker ache tarhan whisk ker lein & side per
rakh dein.
-Pot mein cooking oil,beef bong aur beef bones
dal ker ache tarhan mix karein aur darmiyani
ancch per 4-5 minutes kliya paka lein.
-Adrak lehsan paste dal ker ache tarhan mix karein
aur 2-3 minutes kliya paka lein.
-Ab tayyar nihari masala mixture dal ker ache
tarhan mix karein.
-Pani dal ker ache tarhan mix karein aur ubal
anay ka bad dhak dein aur halki ancch per ghost
gul janay tak paka lein (1 hour & 30 minutes) aur
bech bech mein chamcha chalatay rahein (agar
zaroorat ho tou pani shamil ker lein).
-Chulha bund ker dein aur dhak ker 10 minutes
kliya chor dein.
-Hara dhania,adrak aur hari mirch sa garnish ker
ka serve karein!

Комментарии

Информация по комментариям в разработке